Effect of Forex during Eid holiday
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Effect of Forex during Eid holiday
    Forex is one of the largest market in the world. There are a lot of opportunities around the market. Its all depends on the market condition to make profit. Many big festivals make a huge difference on the Forex market. Some festivals like Eid, Christmas and other festivals make a difference because the traders might go to holidays. So this Eid the market will surely be down for at least one week. So all Muslim brothers enjoy Eid and than come back to the market.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere khayal me hamen forex trading ko apne mind pr over load nhi karna chahiey is liye eid aur deegar holidays me in case agar market open bhi ho to bhi hamen apni holiday ko enjoy karna chahiey.
    • #3 Collapse

      ji han forex mai market down hjo jane ki wja se hmain chiye ham b apne ye festivals khushi se apni family k sth holiday aur tmaam rishta daron k gahar aana jane aur mail jol mai guzarain aur jb market ka hallat ache hon tb ham forex mai ek acha come back krain
      • #4 Collapse

        forex jo bi koi special festivals days aateey heey un dinoo keey liyee market down hoo jatti heey for examples Eid , Christmiss and other many festivals aaney ki waja seey people enn ko celebrate kertaay hai aur wo earning keey chakker meey nahi pertaay aur her dum enjoy kertaay rehtaay hai jiss ki waja seey ye problem creat hooti heey market ki down moment hoo jati heey issi liyee after festivals work start kernaa chahyee
        • #5 Collapse

          hera ik pass mobile available hota hay app mobile ma be apni tade dakh sakta hay or wasa holidays ma apna tahwar ko enjoy karien taka mind be fresh raha.forex mai market down hjo jane ki wja se hmain chiye ham b apne ye festivals khushi se apni family k sth holiday aur tmaam rishta daron k gahar aana jane
          • #6 Collapse

            Bhai issay apki eid par koi farq nahi parhta hai ap wesay kya 30 min nahi nkalsaktay pooray din mein agr ap nkalo to apki trading bhi hojayegi eid walay din
            • #7 Collapse

              forex kahbi bhi kis luck ya holiday pe effect nahi hoti forex depand kerti hai achi knowledge or exprince pe kyun ke wahi forex ki kamyabi ka zariya hai
              • #8 Collapse

                g han is s ham ko bht nuksan hota h agr ham holidays ma trade ni krty h to ham ko nuksan hota h is liya hm ko chaiya ham demo account ko use kray jis s ham ko faida ho sakta h r ham acha khasa kama sakty h
                • #9 Collapse

                  han jii but ye trader pe depend karta hai k wo agar festivals main bhi easily trading kar sakty hain to karen but i thing hmen forex ko apne uupar havi nahi karna chahiye aur apni holidays ko fully tor pay enjoy karna chahiye.. aur sab say achi bat to ye hai ab too mobile avail hain jahan ham apni tradings ko easily chkout kar saktay hain..
                  • #10 Collapse

                    Nothing effect forex market for Eid holiday. Forex marker mainly effect, when world commercial bank not enter in the market. Basically main buyer of the market are different bank, So their response of the market make the volatillity of the market...
                    • #11 Collapse

                      han jo muslimhin wo is may trading kuch ka krai gay kuch zyzda kray hgay agr market may ezafaho ga to [pko i may trading kr k apko s may benifit b ho akta ha
                      • #12 Collapse

                        Eid holiday, the foreign exchange market to affect anything. The commercial banks enter the market when the Forex market is mainly influenced. Basically, the main buyer market, different banks, the market volatility of the market to make their response
                        • #13 Collapse

                          mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa karty hain or baz aysa nahi karty hain.
                          • #14 Collapse

                            bilkul bhai forex trading par holidays ka asar hota hai holidays wale din forex trading nahi hoti or zyada tar markets close hoti hain jiski waja se forex trading par bhi asar parta hai zyada business nahi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere khayal se holidays specially eid wghra per forex market per kuch asar nahi hota... although k sb closed hota hai lekin is se hume tensed nahi hona chahiye... justt need to enjoy when required but focus on forex tooo,....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X