Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes this iss very much true ... kuch logg first day say negative thinkiing kartay hay and sochtay rhtay hay k kai hamay loss na ho jai anddd kbi positive ni sochtay soo aisa ni karna chhaye blkay hamesha positive think karna chhaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes of course trading ap ki thinking p b bohat depend krti hai. thats why its a saying that a positive mind can rule all of man kind. ager ap ye kehna cha rahen hai k ap ko trading tb tk aik ke pair p krni chaye jb tk ap ko us me profit nai ho jata, bt i m not agree with this, ap ko market conditions ko dekty huwy apni trade me change lana chaye
      • #63 Collapse

        hmm dear ap ne thek bola hum mostly boht zyda sochte hain jis ki waja se hum kabii zyda loss kar jate hain es liye hum ko chahiye k hum aik limit mai es business ko seekhain aur apne mind ko hamesha fresh rakhain ta k hum ko akbii b es business mai loss na karna pare aur hum es mai ahca earn kar skain,,,
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: tayyab082 پيغام ديکھيے
          Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
          bhai jan is mn bilkul aisa hota hy k ap jo chahty hn wesa na ho q k markeet ka trend hisi bhi side py ja sakta hy
          aur ap ka loss profit isi py depend karta hy
          • #65 Collapse

            g han ais b hota hi k jab hum acha sochty hain tb acha hi hota hai jab hum bura sochty hain tab bura hi hota hai asar hota hai soch ka
             
            • #66 Collapse

              g ha mere bahi me pa ke is se agreee karta ho k hamari thinking b liss ke reason bante ha kyu hum jitne b trading karte ha hum greed ho jate ha jis ke vaja se hum koloss utana parta ha
              • #67 Collapse

                yes shuru shuru main aap ko bhot losses hotay hain wo is liay k aap new trader hotay hain aur seekh rahay hotay hain waqt k sath sath aap ko samajh aa jati hai tip ye hai k aap analysis k baghair koi trade open na karain
                • #68 Collapse

                  dear aesa tab hota he jab ham new hote hen or hamare pass itna experience nahi hota or ham mistake par mistake kie jate hen lakin ham jab learn nahi karen ge toh achi trah nahi kamyaab ho payn ge is lie hamko market ko dekhte hue kam karna chahiye or apne account ko safe rakhen or ak trade loss me ho toh usko bare loss me na le kar jayn kam me hi close kar den
                  • #69 Collapse

                    careful trend analysis done over a suitable time frame will help you suggest that whether to follow the trend blindly or make some thinking,, for me trend is friend only if logically analysed and...
                    • #70 Collapse

                      g dear apne baat to ache kahe hai mai b apki is baat say agree karta hu per meara yaha per manna hai k ap forex trading mai ziyada tar apni greeds ki he waja say loss ka samna karte hai
                      • #71 Collapse

                        G ye be sahe hy ka kabi kabi humre apni he thinking loss ki waja ban sakte hy aksaer hum ghalt soch sa kam kar late hyy or os ki waja sa hum loss may chale jate hy always think right then you will be good in work
                        • #72 Collapse

                          G han deara p ne acha sawal kiah am a ap ko batya ho k forex ek real bussine sha is ma risk kabi b nhi lenh chaiye thansk lakina agr ap ko is ma thinking - tive rakho ger to apko loss hi ho gathanks
                          • #73 Collapse

                            yes dear bhai jan hamari thinking bi loss ki reason banti han or isi liye ham ko always positive hi sochna chahey or kahi pr bi negative nai socha chahey because agr ham aisa kary gay to hamary hath loss hi aye ga.
                            • #74 Collapse

                              dear, g han app ne bilkul thek bat kahi ha aur mein app ki bat say agree karta hun aur kehna chahta hun k hamen hamesha he positive thinking rakhni chahiye to phir humen ek acha trend aur kamyabi hasel ho sake gi is buisness k zariye sy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                han ham ko agar sahi or worng ka decision lena nahi aye ga to hamari thinking bhi wrong ho sakti hai ham ko forex me mehnat krni parti hai ham ko is business me sahi learning he kamyabi dila sakti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X