Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    thinking kis trah loss ka reason bnti hain sochna to ha is kay bary main sahih kam krna ha to hi market main sahih sochain gy to faida mily ga sochain gy nhi to kasy kam krain gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g bilkul jab bhi hum negative sochty hai apni trading ky bary mai tab he humy ziada loss hta hai humtrade lagany sy phly he pareshan hu jaty hain ky is sy humy loss hu jaye ga
      • #48 Collapse

        Thinking is necessary, many people fail in making proper decisions. If you can think effectively, you will play good and increase your chance of winning the game.
         
        • #49 Collapse

          yes of course trading ap ki thinking p b bohat depend krti hai. thats why its a saying that a positive mind can rule all of man kind. ager ap ye kehna cha rahen hai k ap ko trading tb tk aik ke pair p krni chaye jb tk ap ko us me profit nai ho jata, bt i m not agree with this, ap ko market conditions ko dekty huwy apni trade me change lana chaye
          • #50 Collapse

            haan bilkul he theek kaha hai aap ne forex ke andar psychology ya ap ki thinking ek buhta he important role play karti hai , agar aap negative sochenge ke loss se bach jaun etc tou aap ko nuqsan he hoga , lekin agar aap theek se kaam karenge aur profit ko aim karnege tou farq parta ha
            • #51 Collapse

              jee bilkul hme loss hota he qk hmari thinking b loss ka bais banti he ase me hme acha soch k forex tradding karni chaiye take hme kisi tarha ka loss na ho r hme kuch bto ki waja se loss se bachna chaiye.
              • #52 Collapse

                dear friend mery khyal mai agar ham negative thinking kary gy to phir hamy loss hoga ese liye hamy chahyei kai ham forex trading mai negative thinking na kary
                • #53 Collapse

                  I think when you make good profit from any specific trade then you try to make other trade at same point which your greed and greed can give you complete loss so avoid this type of greedy attitude during trading. you should make any trade after pro[per analysis of market.
                  • #54 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: tayyab082 پيغام ديکھيے
                    Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
                    Her kis k think ya soch main ferq huta hai,.issi lye her koi pani soch k mutabik rading ya work kerta hai.,baaz log apni soch se masla hul ker lete hain,. aur baaz masla bana lete hain apen leye,.
                    • #55 Collapse

                      g bro ya sab hamari thinking or confused mind or lack of experience ki waja sy hamy loss hota ha es lia hamy chaheya k apni thinking ko positive banay or es k lia hamy hard work ki zarurat hoti ha ham hard work kar k es ki demo account py practice kar k he khud ko acha trader bana skty ha or loss sy baach k profit earn kar skty ha.....
                      • #56 Collapse

                        gee haan bilkul hamarey loss ki eik sab sey baadi aur main reason hamari thinking bhi hai key jis ko hum agar negative use karein yani greed aur emotions ya hopeless ho kar tou hamaein loss ho sakta hai..
                        • #57 Collapse

                          • #58 Collapse

                            Thank you dear forum member kay ap nay apna experience share kiya , ye experience mere liye bhot zada useful hai. or umeed karta hon , is forum or dosre forex trader kay liye be bhot useful information hai. mere sath be aisa he kuch tha. lekin ab nay be guide kar diya hai. so next time main be ap ki baat par amal karon ga. thanks
                            • #59 Collapse

                              g han loss tb he hota hy jb hamary mind my ye he hota hy k loss na ho jay loss na ho jay tb he loss ho jata hy agr ap ko loss ka he dr hy to ap ny oder q lagaya hy ap apni soch ko pozitive rakh kr he trading kiya kro bs or cool mind ho k trading krni chaeay in sha Allah hamy zaror profit ho ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                haan aksar hum log buhat he ziada negative sochne lagte hen au is se buhat he ziad bara loss hone lagata hai is liye ma chahta hun ke ha trader ek poitive aur fresh mind se trading karen, ye aik acha step ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X