Resistence level & support level

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    is main kafi had tak to is main kaam karna ag7a hay jnab...is main jub bhi kaam karain na achi trha say hi har kaam karna chahey jnab,,nahi to is main kai ho ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear mujhy is k bare men koi information nhi he ap insta forex ki website pr ja kr wahan online chat open kro or un se help lo wo ap ko sari detail bta den gy ap ko achi trha smjha den gy
      • #33 Collapse

        Forex trading min market ki price up bhi jati he aur es min marekt down bhi jati he hum es business ko deikhte hin to humin lagta he k market kisi maqam se bar bar takra kar wapas ati he wo point jis se market ki price takra k wapas ati he to hum kehte hin k ye point es market ka resistance ya support point he.
        • #34 Collapse

          dono hi shai hoty hain ,is luiye maerry khyal main in ko use karna chahey jnab,,ye bary hi shai sabitho skaty hain ,,,ager hum in ko shai sya use karain jnab
           
          • #35 Collapse

            Assalam-O-Alaikum forex market me bhai jan jab market move karti hay to is kay three levels hotey hen aik is ka pivot point hota hay aik is ka resistance level hota hay aur aik is ki support hoti hay.
            • #36 Collapse

              well janab main apko batata chalo k forex business main hum 5 din trading kar sakty hain balkey 2 din is main hiliday hoti hain isliye humein 5 din main hi acha profit karna hoga and baki 2 din rest ..
              • #37 Collapse

                aap candle stick cahrt open kare aor us main time period select kare aap dekhian ge k har candle ka aik low hai aor high aap market se nazdeeki 2 high level and 2 down levels ko horizental line ki madad se mila dain ab jo market prize se up line hai wo resistance line hai aro jo market price se below line hai wo support hai ab aap ab agar market price support k nazdeek hai to aap buy kare aor agar resistance k qareeb hai to aap sell kare
                • #38 Collapse

                  Residence level wo hota hay jaha se market price start leti hay or support level wo hota hay jaha tak market ki price up ya down ja sakti hay
                  • #39 Collapse

                    gee bhai forex mein support aur resistance kay level ko smjhna boht acha kam hota he lakin mein abhe new hon es mein mera knowledge nhe howa he keh mein ap ko sahih smjha skon keh es trah sy support aur resitance ka level nikalo
                    • #40 Collapse

                      Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy bhai g is mai a0na resistance and support level ke bare mai pocha hy mai khud is ke bare mai search ker rha hon jub mja concept clear ho gya tu apko bta donga
                      • #41 Collapse

                        jab hum trade karty hain to humain is main learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain market main achi eraning hasil ho saky demo say helo lay kar is level ki practice karni ho gi
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #42 Collapse

                          forex trading mine agar ap sahi se resistence aur support levels ko nikal lete hain to is mien ap phir bohata chi trading kar sakte hian sb apko iske liye isko bohat deeply seekhna hoga.
                          • #43 Collapse

                            humain is main agr success hasil karni hay to humain practice saay kam karna ho ga humain support or resistance say kam arna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay
                            • #44 Collapse

                              Ap agar kisi bhi pair ka resistance aur support level check kerna chahty hain then ap same pair ka chart open kerain aur previous six months ka chart visit kerain ky market price ki upwards movement ki limit kia thi aur downward movement ki limit kia thi yeahi apki support aur resistance level hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                hamain is sary level ko clearn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur profit hasil kar k earning ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X