Mistake in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear mairay khayl k mutabik forex main koi bhi mistakes nai karna chaye q k choto say choti mistakes bhi karain to hamain bahut sara lose ka samna karna parta hay is liye hamain forex main har kadam soch samjh k uthana he hamri success hay pehlay log forex ko samjhay baghair he is main enter ho jatay hain baad main unhain bahut pachtana parta hay q k unahain knowledg to hota he nai hay is liye wo yahan lose kar jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Asslam o alaikom g ap ki bat bilkol theek hai insan wohi hai jo apni galtion se seekhay or jo bar bar galitian karay wo kabi kamiyab nahi ho sakta is liye jab bi trading karay dekhay ap ne kaha galiti hai wo galti dobara na karay or stop loss zaror laga lain ta ke unespected losa na ho or agr loss ho jay to himat na haray mazeed mehnat karay or learning kabi na choray
      • #18 Collapse

        Forex trading business mein agr loss hota hy tu apni kise mistake se hota hy aur forex trading business mein wo hi kaamyaab trader ban sakta hy jo trading mein apni mistake ko dekhta hy aur apni mistake ko cover kar k kuch learning hasil karta hy forex trading business mein kise bhi mistake ko bar bar nhi karna cahaiye
        • #19 Collapse

          G bhai ager hum apni mistakes per qabo nhi pa rahy tu iska matlab ye hay kay hum pher tukkay per trading laga rahy hyn jo kay sarra-sarr apna hi nuqsaan hay tu pher humay ye aadat chorni pary ghi aor forex kay mutaliq pehlay mukammal knowledge hasil kerna pare gay aor osi knowledge ko pehlay demo account per aazmana huga aor jab humara experience thora bhot build up hu jay ga tu pher humay real account say trading chayi ta kay humay profit bhi hasil hu sakay.
          • #20 Collapse

            trading main mistakes to sb he krty hain Q k es business main loss ya profit to hota he hai or learning k liye es business main hm demo account use kr skty hain.real acount main mistake ki koi gunjaish nhi hoti or agr galti ho jy to loss he hota hai.es liye phle sekh lain phr kam krna chye.
            • #21 Collapse

              g bhai ap ny bilkul theek kaha hy.,,hmain koi bhi business krty huy ghaltiyon per zroor focus krna chahye.,.forex main hum her rooz apni ghaltiyon ko dohraty hainn.,,us ki sab sy bari wja hmara lalach hy.,,jab tak ham lalach nae chorain gy tb tk apni ghaliyon sy nae sekhain gy.,ye greed hamain bar bar wohi ghaliyan repeat krny per uksata hy.,
              • #22 Collapse

                Forex trading business mein jab bhi loss hota hy kise mistake se hi hota aur forex trading business mein hum tab tak achy trader nhi ban saktay jab tak hum apni mistake ko cover na karain agr trading mein koi mistake hoti hy tu us ko cover karna cahaiye aur us mistake se kuch dekhna cahaiye tab hi achi trading kar saktay han
                • #23 Collapse

                  Ap ne theak kaha hai ager hum mistake krty hain toh humari asal kamyabi toh bss yahi hogi k ager hum next waqat us mistake se kuch sekhen or forex me learning hasil krna koi mushkil kaam ni hai ap ko chahye k ap sekhen or practice kren demo account par toh hi sirf ap kamyab ho sakty hain.
                  • #24 Collapse

                    Mistakes se insan ko seekhny ka moka milta hai aur woh apny kaam ko achy andaz se krta hai,forex trading mein ager koi mistake ho jaye tu usko control krein is tarah aapki trading mein improvement ayegi.
                    • #25 Collapse

                      g haan bhai jaan ham ko as forex fourm main mistake nahi karny chahiy hai q k as main ham mistake karen gee tu hamham ko as main loss bhi hosakta hai aor ha ko mistake se bach na chahiy hai
                      • #26 Collapse

                        Mistake ham ko kuch na kuch sekha jati hy kbhi bhi ehsa nai howa hy k ham ko trade my mistake sy kuch sekha na ho agr ham apni galtio sy bhi nai sekhty hy to phr ham kahi sy bhi nai sekh sgty hy agr ham sahi trha sy trade sekhna chaty hy to phr ham ko trading my apno galti. Ko engore nai krna chiya ham ko.apni galti sy zarore sekhna chiya
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #27 Collapse

                          Ji my Dear insan ghaltiyo say hi sikhta hai agar ap koi bhi mistake karty ho tu apko bata hona chahiya k apne kab aur kahan mistake ki hai dobara usko na azmao jo mistake ap phly kar chukay hu agar achi trading karni hai tu patient rakho knowledge k sath hi trade lagao yahi sidhi line hai kamyabi ki forex mai.
                          • #28 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum ka hum apni mistake ko ignore karna start karda to per hum ko achi earning hoge laken ager hum apni mistake ko ignore nhi karta ha to per hum ko achi earning nhi hoge esleya mistake is not allowed in forex trading.............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              forex main jo log fail hotay hain unki tadad buhat ziada hy. uski reason simle hy kay log is main seekhay baghair e kaam start kartay hain or is main koi proper guude karny wala ni milta hy sab misguide kartay hain or ham is main join kar laitay hain or istrah say hamin is main loss hojata hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X