Mistake in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake in forex trading
    Bhai Mary khayal sy ager him log forex trading ma mistake krty ha to him logo ko is ko control krna Chaya or in mistake sy lesson bi hasil krna chta AP sub ki is ky Bary ma kaya rae ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan bhae app nay bilkul theek kaha hae humean forex main apni mistakes ko control kerna cahhay pher he hum forex main aik master trader ban pain gay or jo bhe apni mistakes ko bar bar repeat kerta hai to wo kabhe bhe aik acha trader nahe ban sagta hai koin k mistake aik he bar hoti hai agr woihe kam pher kia jeay to wo ghalti nahe rheti hai
    • #3 Collapse

      Traders ko start me mistakes par control nahi hota magar esy traders jes ka expernice time guzarny key sath zeyda hony lagta hay un ko mistakes par control be hasil karna chaye, trading me loss mistakes se hi hota hay, learning aur expernice zeyda zarori hay key ham mistakes ko control karna seekeyn.
      • #4 Collapse

        forex trading jab bhi kise trader ko loss hota hy tu kise mistake ki waja se hota hy aur forex trading business mein wo hi trader kaamyaab ho sakta hy jo apni mistake ko cover karta hy kiok jab aik bar loss hota hy tu apni mistake ko dekhta hy aur us mistake se sabak hasil karta hy aur us mistake ko bar bar nhi karta tab hi Acha trader ban sakta hy aur profit earn kar sakta hy
        • #5 Collapse

          forex trading me kisi bi merket me misteket ki gunjase ni hi ager appne kopi ghalti ki to apkoo loss ka samna krna prta hai or haan jab tak apko trand ki samjh na aye to apko trade ni krna chahye orye soch k trade krna chahye k loss ni krna
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            na samjhi mein ap se ghalati to ho skti hai yeh koi buri baat ni lekin ager ap us ghalati ko samjhty ni aur us per control ni krte to yeh bht buri baat hai aapko chahye k jab ap se ghalati ho jae to us ghalati ko analysis kren aur koshish kren k yeh ghalati dubara na ho us per control ker jaen phir bht ache baat ha
            • #7 Collapse

              insan khata ka butla hai q k jab bee kio es mien aa ker kam kerta hai to un sy mistakes zaror hoti hien or wo es mien aa ker khata zaror kerty hien ager kio trader mistake kerta hai or us sy seekhta ni hai to wo trader kabi bee earning hasil ni ker sakta hai
              • #8 Collapse

                Janab...
                Forex trading mai mistakes ki kahen koi jaga nae hai..agar ap musalsal mistakes karen gay to apko
                Bht loss a sakta hai aur bonus b cut sakta hai...so ap zayada se zayada mistakes se bht dor rahen aur apne seniors se learning karen..
                • #9 Collapse

                  Koi bi Banda 100% win nae karta Forex main Mistakes sabi karte hain but bohat zyda mistakes jo hain wo huma bohat zyda loss bi de skti hain islye jab bi Trading karte hain to humain bohat zayda mistakes se avoid karan chiaye jo ke bohat hi zaruri hai Forex ki market main jitna zyda Mistakes se bechain better hai agr control nae karain gai to yahi mistakes ap ka account wash bi krwa skti hain.
                  • #10 Collapse

                    forex treading m galti nhi krni chahiy agr ap ki galti ki wja sy kbi treading m ap ko loss face krna pary ga es liy forex m galti krny sy buchen r apni mistak sy zyada sy zyada sekhen r experions r knoliged hasil krny k liy learning m Tim spend Karen ta k galti sy buch saken .
                    • #11 Collapse

                      G Hn Dosto hm sy forex trading ma jo b mistake hoti hy hmain un mistake ko control krna chy Kiun k agr hmain forex trading ma mistake hoti rhe to hm kbi forex trading ma kamyab ni ho gy Bilkay hmain hamesha loss he ga es ly Forex trading ma agr ap sy mistake ho to es sy seekhy or koshish kry k dbra wo mistake na ho
                      • #12 Collapse

                        forex mai ju bhi new ata hai wo lazmi mistake karta hai kun k forex chota business nahi hai aur asani k sath samjh mai any wala nahi hai iss mai success hony k leay app ko din rat hard work karna parta hai aur uss k bad he app ko success milti hai log forex ko join kar k samjhty hain k is mai ham short cut mar k rich ban jain gay mager asa galt hai is mai boht experince aur hard work ki zrort hoti hai phir app ko success milti hai,.
                        • #13 Collapse

                          Dear forex forum member mistakes sy tu seekhna chahy chahy koi bhe field ho kiun es sy he insan kamyabi ke tarif jata hy aur forex mein tu ye buhat zaroori hy aur forex market tu insan ko kuch lamho mein he uper ya nechay ly jati hy es liy yahan damagh khol k kaam karna chahy
                          • #14 Collapse

                            Dear mistakes insan ko sekhati hain or agy barhny ka moqa deti hain agr hm se koi galti ho jati ha to is ko improve krna chahye or is learning krni chahye ye hamari trading ko acha kry ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              har bhai is mistake ka shikar ho raha he jo bhi is kam me ata he khass kar to wo q ke us ko tention bahut hota he loss ka is liye mistake hota rihta he aor me to kihta hu ke jo banda is ko aram se use kar raha he wo is mistake ka shikar nhe hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X