A loss is not all, there is many thing to learn from loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    yes you are right klamiyaab wopi hota hai jo yahan ye smjh le k ghalti9i us se huwe ayur apni ghalti talash kare aur us pe work kare aur is kaa khayaal raklhe k agee se phir aisa na ho bilkul wo demo pe mazeed apna time klagae aur kloss se bilkul confidence loose na kaere aur huimmat built rakhe apni
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha is business me loss hi sb khuch nahi ha hmen is business me kafi khuch loss se sekhny hota ha or is business me loss se hm achi learning b kr skaty hain is iliye loss k waqt hmeshah chahe k hm is business me soch smjh k kam kareen
      • #213 Collapse

        First of all tu forex trading start karny sy pehly ap ko full experience hona chaiye. Es tarah loss k chances kam hongy. Aur agr loss ho bh jaye tu confidence loose na Karen aur apni mistakes ko notify karty huy control karny koshish Karen.
        • #214 Collapse

          Forex trading mai looss sub koch nai hy apna bohat achi bat ke hy forex mai apko learning kerni hoti hy is ke sath sath apko is mai experience ko improve kerna hota hy jis sai looss nai hota
          • #215 Collapse

            Insta forex buznees min hum logh sab sw phlae yahun par lernug karte hyn jin ki wajah se hum ko yahun loos bhi jota hy par is buznees min mere bahi risk hi buhat hy
            • #216 Collapse

              gee haan bhai forex trading mein woh trader loss krte hein to apne trading mein knoweldge acha nhe krte hein aur apne trading mein experience hasil krne suste krte hien woh apne trading mein loss krte hein aur jo trader apne trading mein experience aur knowelge se kam krte hien un ko loss nhe hota aur woh kamayab hote hein
              • #217 Collapse

                loss koi bera issue nae hai start man new traders k sath aisa hota hai k wu loss ker jaty hain but loss k baad hi asal learning start hoti hai oc k baad hi kahain ja k trader ku profit hota hai.
                • #218 Collapse

                  Loss ka yeh matlab nahi hy keh aap haar gaye hain, balkeh loss aap ko agey barhney ka tareeqa batata hy aur aap key leye kamyabi ko asan karta hy. Loss sey ghabrnaey ki bajaye is ko accept krna hy aqalmandi aur bahadri hy. Jo log loss sey ghabra jatey hain, woh kuch nahi seekh patey aur loss hi uthatey rehtay hain.
                  • #219 Collapse

                    dear ap is buiness ki learning krty rahy ta k ap ko loss na ho is buiness mein jitna ap ziyada senior hon gy ap ko kafi earning ho gi aur bahut ziyada mehnt sy kaam krna ho ga y eaik good buiness hai
                    • #220 Collapse

                      Gee mery bhai ap ki bast durast hai k es market mai loss say bhe bohat zada learn krtay hai. Aur es tarah ap regular learning aur loss ki learning ki madad say forex market mai bohat acha kan kr sakty ho. Aur achi earning g bhe hasil ho gy.
                      • #221 Collapse

                        g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karna seekhen aur is mien ap apne losses se lesson learn karenge to hi ap kamiyab honge.
                        • #222 Collapse

                          boht see waja hay jis say humin loss hota hay humain trade main loss lack of knowledge say b hota hay humain hard work karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho sakay loss km ho
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #223 Collapse

                            humain learning karni hay to humain market main loss km ho ga humain practicec say kam karna ho ga humain demo ko use kar kay ach ysay kam karna ho ga ta kay achi earning ho gi
                            • #224 Collapse

                              Jab apko forex market main kisi pair main trading kerty huey loss ho jata hai tou apka loss apki kisi na kisi mistake ki waja sy hota hai so apko same loss ki cause ko identify kerna hota hai then same cause ko remove kerny ky liay actions leny hoty hain taky same mistake repeat na ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                loss or profit her her business me hota ha but ic ka her giz ye mtlb ni k business stop kar do ap us loss se seekhiain k mujhy ye loss q howa ha market ko smjhain trend anylasis smjahin or next rime profit leny k bahrpoor koshish karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X