A loss is not all, there is many thing to learn from loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    naakmi he kamyabi ka phyla stehain aur um businss mai loss nai khain gy to hum kasy apni nakamiyo ka pta chaly ga humhain loss sy ghbrana nai chaye bal k himma sy kaam lyna chaye aur apny bussiness ko carry rakhna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      brother loss is the part of that forex market. every time you loss you can learn new things. so do not be heart less keep trying for success.
      • #198 Collapse

        Forex tradign kyon kay aik bohat bara trading business ha is leya is mainhamain sirf loss kay motalik he learn nhe karna chheya balkayis mainor b bohat sarey cheezauin hain jin kay motalik ham yahn par learning kar skatyahin .
        • #199 Collapse

          It is risky business . If you are great expert in this market then you will lose a litt money. It is very important to make the ratio of profits over losses.....capp appne loss ko learn ker ke kam Karin to loss appke liye bahut acha knowledge hasil kerne ka zariya hai appne loss se sikhne ki koshish karo
          • #200 Collapse

            gee bhaai aisa ha forex maain loss krny ki boht sari wajohat hoti hain trader forex main smjhta nhi ha meta trader ka tools say achi trah waqf na hota ha trade main jo work krta ha woh bad krta ha to loss hota ha
            • #201 Collapse

              Learning and lessons in life come more from our losses than from our wins. And our growth and forward movement arises more out of our mistakes and mishaps, than out of what we perceive as our smart decisions and choices. This is as true in our relationships as it is in our politics.
              • #202 Collapse

                Yes of course when a new be entered into the Forex trading and after completing his Forex education and demo practice then he required some experience in real trading but when he start real then he bears losses but in the demo trade he never face any loss because in demo no fear, emotions and greed in demo so his mistakes always give him lessons.
                • #203 Collapse

                  ji han loss he hamesha sab kuch nhi hota forex me ham ko forex ke business me kabhi kabhi dekh kar kam bh karne he parte hain jitna sahi se is me kam kara jata hai ham utna he is business se kama pate hain or apni earnings ko increase bhi kar sakte hain .
                  • #204 Collapse

                    g bhai bilkul theek kaha apnbe ke hamen kabhi bhi loss se mayoos nahi hona chahiye forex mein forex mein loss hamko bohat se lessons sikhata hai aur kamiyab trader hi wo hi hai jo losses se seekh kar is mein trading karta hai aur phir achi earning karta hai.
                    • #205 Collapse

                      g haan aap ki mistakes ap ke sub se achi teacher hoti hay jub ap ko loss hota hay tou ap leanr kerty ho kay ap kahan ghulat thay and ap ko kya mistake again nahi kern aand is terha ap improve hotay hy
                      • #206 Collapse

                        jee bhai app ne bilkul theek kha ahi forex trading main hume boht zyada loss ho jata hai jiss ko dakh ker boht se traders give up ker date hain lakin mera khyal main hume loss ki surat main apni mistake se learn kerna chahiya lakin give up ker dana akk kamyab trader ki nishani nai hai iss leya hume chahiya k hum log try try again per amal kery :)
                        • #207 Collapse

                          yes loss se ham bohat kuch seekh skte hain agar is se ham afraid naa ho aor disjointed naa ho to loss hamare liye useful saabit ho sakta hai
                          • #208 Collapse

                            Yes ye bat sach hai k humen loss se bhot kuch sekhne ko milta hai kyoun k ek insan ko jab nuksan hota hai to usy apni mistake ka pata lag jata hai pher ja kar wo apni galti ko dur kar k ek successful trader ban jata hai
                            • #209 Collapse

                              Loss sey pareshan honey ki bajaye is sey lesson hasil karna chaheye. Loss hamain yeh guide krta hy keh aap ney kis tarah kamyabi hasil karni hy aur konsi aisi rukawatain hain keh jin par agar aap qabu pa lain gey to jald successful ho jayen gey. Jo log loss sey ghabra jatey hain, woh kabhi bhi agey nahi barh patey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                is main koi shak nahe k koi banda b loss ko bear karna nahe chahata per loss ho jata hai . is k bad agr ap forex se disheart ho jaty hai to much bad balky ap ko forex ko mazeed sekhna ho ga or us loss ki waja ko find karna ho ga .taky wo next na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X