Avoid emotional trade to keep profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    her trader ko forex forum me emotional trade karne se avoid karna chaye kyon k emotion me humen trade karne se bhot ziada loss ho jata hai is lye humen nuksan se bachne k lye emotion me trading nahe karni chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Forex trading mai bhai g apko apna emotion per kabo rakhna chahye kun ke forex mai ager ap trading time ya apni trade ko emotionl ho ker trade karo gy tu apko yaqenan looss ka samna kerna para ga
      • #378 Collapse

        Insta forex treding buznees min hum logun ko avoid to mila hy loos ka par hum emothnal ho kar yahun is buznees min se take profit hasil nahin kar sakyn gay
        • #379 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein emotional trading nhe krna he hmein apne trading mein sahih market ko smjh kr apne trading krne he aur apne trading mein sahih price aur sahih market ke trend ko smjh kr apne trading mein order lagana hota he is trah hmein apne trading se ache income hote he
          • #380 Collapse

            profit earn kerna itna issue nae hai forex man but oc ku thamay rekhna ye bera masla hai. ic liye traders ku apni emotions ku control man rekhna chahye ta k kamya huwa profit bhi hath say chala na jai.
            • #381 Collapse

              Gee mery bhai ap ki baat bikul durast hai. Es market mai profit hasil krtay waqat emotion ko control krna chaheay. Es tarah him es market mai zada profit bhe earn kr salty hai aur es tarah loss bhe kam ho gy.
              • #382 Collapse

                g han forx trading mien apko chahiye ke ap is mien proepr apne emotiosn kocontrol karen aur is mien p kabhi bhi panic nahi hon is mien agar ap panic honge to phir apko big losses hosakte hian.
                • #383 Collapse

                  g han jab ham emotions ko avoid karty hey to hamy profit ho sakta hay emotions k sath trading me loss to ho sakta hay magar profit nahi ho sakta hay
                  • #384 Collapse

                    agr hum is main emotional ho kar kam karty hain to humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work karna ho ga humin sabar say kam karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #385 Collapse

                      bilkul trading karty waqt humy kabhi b emotional nahi hona chahiyeh humy chahiyeh slow slow lagy rahy tu acha hasa profit ban sakta hai or humy soch samaj k trade karni perti tubhi kamyabi mil sakti
                      • #386 Collapse

                        Ap NY bilkul drust kaha hai mere khayal mein bhi humein apny emotions KO control rakhna chaye kiyon ke forex trading risky business hai is lye kuch logon KO pehli bar profit hota aur wo phir trading krty hain jiss se in KO loss ho jata ap apny emotions KO control rakhen
                        • #387 Collapse

                          yah main app say agree krta hoon foerx main kabhe bhe emotional traders successful ya professional trader nahe bantay hain humesha patients k sath trading karien
                          • #388 Collapse

                            Emotional ho kar trading krney sey behtar hy keh aap trading ko chhor dain. Jo log trading key doran emotional ho jatey hain woh bana banaya profit bhi zaya kar detay hain. Loss honey key bad maximum traders emotional ho jatey hain aur loss ko recover krney key leye wrong decisions lena shuroor kr detay hain jis sey loss aur ziada barh jata hy.
                            • #389 Collapse

                              humain trade main emotional nai hona hay humain is main learning lay kar ana h oga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay achy say ana ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Forex market main trade kerty huey emotional ho jana apko loss ki taraf refer kerta hai so you have to control your emotions while trading with forex ky ap agar emotions ko control nehi ker sakty tou ap just stop loss aur take profit select ker ky trading app close ker dain aur after some time check kerty rehain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X