Avoid emotional trade to keep profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    forex trading business ek esa business hai jis mein aap ko apne emotion ko control mein rakhna bohat zarori hai. agr aap daily ka profit earn karne ka target set kar latey hain tu aap zada tar loss se bachay rahte hain. other wise aap ko loss ka samna zada karna parta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      app emotional trade na karein is se apko kafi faida hoga so apne kaam ko mazeed asaan banayein aur emtion free ho ker kaam karein pura thanda dimgh se pehly observer karien movement ko,.,.
      • #348 Collapse

        emotional ko Avoid karny se hi ham forex me kamyab ho sakty hey or acha profit earn kar sakty hey khas kar greed emotion ko avoid karna chaye
        • #349 Collapse

          bhai jan me abhi to is bary me kuch khas nahi janti hon q ky me abhi is business me new hon or abhi mjhy is business ko joinkiy huy isrf kuch hua ha me abhi sath sath is business ky bary me learing kar rahi hon
          • #350 Collapse

            Forex tarding aik abhot acha business ha hum ko is main kam akrta rahna chahia ya hummko hamara kam karna ka pasia data ha
            • #351 Collapse

              g haan ap ke emotions ap ke kisis kaam nahi atey hai lekin forex main ap ko bhi nuksaan de sakte hai so plz emotions ko dor rakhey or trading ko sensibly karey hameshaa thanks
              • #352 Collapse

                Emotions or greed trading mai trader k enemy hai isi liye kbi b trading mai greed nhi krni chahiye or na hi emotional ho kr trading krni chahiye trading 1 art hai or trading mai kamyab honay k liye knowledge or patience required hotay hai.or patience ko use krtay huway trading krna hi batter rhta hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #353 Collapse

                  forex my emodan us ni hote is my sahi fasla sabar sy kam liya jata hi bohat mahant ky bad hi ap is par kam kar sakte han jazbati banda is my fale ha bilkul wo hamsha noksan hi karta hi
                  • #354 Collapse

                    G bilkul dear main ap ki bat sy bilkul itfaq krta ho, aur kbi trading k doran emotional nai ho na chaeay, ku k emotions ki wja sy hmain loss b ho skta hy, aur a6a hy k jab tak hm apny emotion py control na kr lain trade nai krni chaeay
                    • #355 Collapse

                      Ji Han hamain emotional trading se parhaiz karna chahiay kio ke jab hum kuch ziada hI jazbati ho ker trading Karin tu Los ke chances ziada hon ge.
                      • #356 Collapse

                        G han agar app jazbat per kaboo nahi rakh skty ya nahi rakh paye to app aik kamzor tajeer hai aur phir app ki kamyabi app say uthna hi door hai jitna apka dimagh ap ki puhnc say door tou emotions ko kaboo krny hongy .
                        • #357 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen emotional k sath kam nahi karna chahe kyun k agr hm is business me emotions k sath kam karty hain tu hm is business me kafi loss kar sakty hain isi liye hmen emotions k sath kam nahi karna chahe
                          • #358 Collapse

                            profit ho ya loss dono soorato me traders ko apne emotions ko controll me rakhna chahiye,ye emotion bhi aik tarah ka enemy hai traders ke liye,emotional hona buri baat nahi hai lekin isko business /proffessional life me interfernce nahi deni chahiye.ager heavy loss ho to kuch time ka rest lena chahiye aur apne apki trade se dur rakhen.aur baad me new mind ke saath dobara trade start ker len.
                            • #359 Collapse

                              Emotions ki is business main koi space nahi hy aur jo log emotional ho kar trading kartey hain, woh aksar loss krtey hain aur unhain profit bari mushkil sey milta hy. Patience aur sabar sey jo log kam letey hain, woh kam loss kartey hain. Jab hamain loss hota hy to hum emotional ho kar is k recover krtey hain aur jo thora balance hota hy woh bhi zaya kar detay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                G han trading karty waqt emotion ko control rakhna chaheye taky hum profit ko barqarar rakh saqy because agar hum ne trading me emotions ko jaga di to hamen bohat loss ho saqta ha...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X