Avoid emotional trade to keep profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    asalam o alaikum dear friendz han g apko emotional trading se bachna cahhy qk is k tjrough ap apne capital ka loss bhi ker sakty ho aur ye dangrious hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      forex trading mein trader agr profit bnana chata he tu woh trading ke doran emotional trading na kre blkeh trading mein soch smjh se kam krein aur bhtrren kam kr skte hien aur apne trading mein learning lia krein aur expeioecne acha kia krein profit boht milta he
      • #318 Collapse

        emotional trades us wakat ham karte hen jab hamari koi trade loss me chali jaati he or ham phr kafi mayos hote hen toh tab aese jald bazi me ham emotion me aa kar bari trade le lete hen or aksar yh hamari mistake hamko boht loss de jati he or yh sab hamare pass lack of skills or knowledge ki waja se he
        • #319 Collapse

          FForex Trading isme hume emotional ho kar kaam nahi karna chaiye hai ku k jab hum emotional hote hain tu kuch souchte samjhte nahiii bs kaam e karty rehty hain........
          • #320 Collapse

            forex me emotional banda losses he face karta jata hai yahi aik forex hai jis me emotions per qaboo rakha jaye to ham is se bohat profits kama sakte hain or is me yunhi kam karte raha jaye to forex hamari life easy bana deta hai or hame bohat earnings karne me help karta hai .
            • #321 Collapse

              yes when we going emotional trading then we do something wrong with emotion and mostly doing greed and then we loss mostly and we have to avoid emotional trading and try learn well the forex working and with good and calm working we can earn very good and cool and planning working do very well and we have to do that and also avoid greed during trade.
              • #322 Collapse

                Blkul forex trading me trading kartay huay ap ko profit bhi hota hai aur kabhi kabhi loss bhi hota hai lekin loss honay ki surat me ap ko emotions per control rakhna chahiye aur apnay loss ko recover karna chahiye thanday dimag se.
                • #323 Collapse

                  emotional feelings ko khtam karnay k liya aik time chaya hota hai kyun k forex main aik dam sa ham emotional hu jatay hain ais liya hamin chaya k hum apna lot size small rakhain aur koshish karain k apni feelings ko control main rakhin
                  • #324 Collapse

                    emotion sy bachay aur forex aik acha business hai aur forex mein aap ko learning ki sab sy jiyada zarorat hoti hai aur aap ko forex mein experince aur patience ki bi need hoti hai pir aap acha earn kar saktay ho aur forex mein much earning bi kar saktay hain yeh bohat easy hai aur yehi future hai.
                    • #325 Collapse

                      Brother ap ke bat belkul theek hy ager trader apne jazbat ko qaboo mn rahk sakain tu wo profit earn kar sakte hn lakin asa karna muskil kam ha bus jald bazi main galt decisions lay late hain jis se baad main loss hi hota ha is liye forex trading main jitna zada emotional hone se bacha jay utna hi acha hai...
                      • #326 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agre ekarta hn hmen is business me emotions par cantrol karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning kabhi emotions k sath nahi ho sakti hain isi liye emotions k sath trading nahi karni chahye
                        • #327 Collapse

                          dear brother forex main trading k duran emotion se batcha chay is main greed nahi kerni hi pgir is main money ko manage bi kerna hai
                          • #328 Collapse

                            emotional sy avoid kro aur learning bahot important hay aap forex say bahot achi earning kar saktay hay mein forex ko bahot pasand karta hon meray pass knowledge bahot acha hay mein forex say good profit make kar leta hon isi liye mein forex ko learn karta rehta hon .
                            • #329 Collapse

                              kabi kabi ziyada profit ki waja say kuch traders emotional ho jatay hain business main is tera say emotional hona business khasaray ka bahis ban sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                ji han bhai jab app yahan pa kam kar rahe ho to app ko apni emotional ko control may rakna ho ga jab app ki emotion control may ho ga to tab he app yahan pa ache profit ban sakte ho or tab he ap yahan pa ache trader ban sakte ho is waja sa ye bat sahe hy kay app na apni emotion ko control may rakna hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X