The great mistake of loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear brother assalam o alaikum dhekhen mistake tab hoti hai jab hum thek se kam per concetreat nahi karte humey chahye k hum is website ko learn karen or is ko samjhen or iss kaam ke lia ap ko knowledge or practice ke bhe bhot zarorat parthe hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Lalach aur fast profit ka lalach he hamry profit ko barbad kar deta hai aur main janta hun k kai traders forex amin fast profit ki hi try kar rahy hain main slow trading aur eak pair main trading ko like karat hun.
      :cool::cool::cool:
      • #63 Collapse

        asslam o alkum dera forex ma loss or profot dono he hotay ha agar ham ko loss hota ha to is ke waja ya ha kay hamari pas knowledge or experinse ke kami ha is ka ilwa lalch or jald bazi be hamako loss ma la gati ha.
        • #64 Collapse

          loss honay ki bari waja yehi hai k hum yha pay khud pay tawajo nahi dety hain aur apnay kam ko bina samjhe he karty hain jiss waja ay hume loss honay k chances hoty hain hume khud he kam ko karna chaye hota hai.
          • #65 Collapse

            bhai jaan main to is baat par yaqeen rakhta hn ke proit aur loss business ka hissa hain aur time kay sath sath jab banda apni ghaltion say seekh kar un ko dhoor karta hay toh banda achha trader ban jaata hai.
            • #66 Collapse

              Large errors in trading forex trading loss in trading many of the problems we have to face trading, or not get proper knowledge about trading do not get proper knowledge about.
              • #67 Collapse

                jab ap forex trading myn great loss kar lety hyn to phir ap ko apki woh great galti apko bhot kuch seekha jati hay kay ap nay next time wesi galti nahi krni aur jab ap ny next order lagana hay to aap jald bazi say kaam nahi kryn gay aur lalach say bhi door rhyn gay in baton ko zehan myn rakh kar trading kryn gay
                • #68 Collapse

                  sub sy bri mistake trading me greed hai greed sy hum apni full trading khrab kya loss kr ky rkkh dete hain jis sy hume mayoosi k siwa or kuch nai milta hai hume hmesha trading soch smjh k greed ko door rkh k krna chye
                   
                  • #69 Collapse

                    Market ko analysis karna us kay trend ko ache tarhan samajhna bohot zaroori hai .. kue kay hamara inter-link market he hai agar us kay he baray mai knowledge nahe ho ge tou how will we perform good .................
                    • #70 Collapse

                      sb se bari loss ki waja lalach hoti hai ap chahte hen k ap jald se jald ameer hojayen 2 din me to ap bht sary trades laga dete hen jis me ap k kch trade ziada negative chaly jate hen jis se ap ko loss hojata hai
                      • #71 Collapse

                        sab se bahit mistake to forex main hai wo laking of k knowledge hai bina knowledge ke trading kerna loss ko 100 % chance hote hain appki knowledge hi appke successful hone ki key hai
                         
                        • #72 Collapse

                          bahi jan me to is batt pe belive rakhti ho key profit or loss to bussenes ka hissa hota hai or jessy jessy insan effort karta jata hai vo expert hojata hoi or apne past ka mistake say expirnce hasil karta hai or phr ek acha trader ban jata hi.
                          • #73 Collapse

                            The great mistake of loss yay hai k ap lalaj mein akr ziada money invest kardetay hai aur jab market ka level down hota hai to apka poora ka poora paisa loss hojata hai aur ap ko bura lagta hoga zaroor
                            • #74 Collapse

                              g han ap na bht acha sawl kiya ham ko chaiya k jo new trader h vo itna risk na lay kyu k on k liya ya acha ni h on ko mahnat krni chaiya agr vo mahnat kray gay to kamyab ho gay is liya oij ko bht mahnat krni chaiya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                koi bhi kam jab start kia jata hai to is ko smjhna buhat zarori hota hai aur wese b loss n profit life ka hisa hota hai soo jab loss ho to hme disheart nai hona chahiye balky sab se pehle us kam ko achy sy smjhna chahiyre is liye hame sab se pehle markets volume ka knowledge hona chahioye.. main wrk hi hmara about market hain so is k bare main hme sab pta hona bht zarori hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X