The great mistake of loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    great mistake of loss is that k jab hum trading krty hain to hum bina sochy samjhy hi cheezon ko buy krna start kr dety hain or phir great loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      app ki baat bhi boaht he achi hay jnab,,,,,trading aik boaht he acha busines hay jnab,,,is mai kaam kar k kafi mza bhi ata hay jnab,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,or is mai jolos hota hayjnab,,,,,,,wo ssirf greed ki waja say hi hota hay janab,,,,,,,,
      • #78 Collapse

        basic knowledge is very important to start any business but after get only basic knowledge we should not start real trading because with only basic knowledge we cannot get desirable profit in this business.
         
        • #79 Collapse

          dear ager aik trader kisi mistaks ke waja se loss karta hai to use chaheyai ke himmat nahi hare balke apne mistakes ke correction kre aur dobara zyada hard working kare aur trading start kare to loss ke chances buhat had tak kam ho ge
          • #80 Collapse

            ma ap ki bat sy agree karta hu forex trading mi loss ki waja hoti ha experience ka na hona or knowledge ki kami jis ki waja sy greed or emotins ko control ni kar paty or wrong trade kar k ham loss karty ha or fail ho jaty ha or trading sy dispoint ho k es ko chor dyty ha.
            • #81 Collapse

              ji han bilkul mere khayal se to great mistake forex me ye bhi hai k jitni knowledge ni hoti us se bari amount laga daitay hain jisko thek tarah manag ni kr patay hain aur is ki wajah se loss hojata hai aur jald bazi bhi krtay hain isilye bhi loss hota hai ye 2 sb se bari wajah hai loss honay ki..........
              • #82 Collapse

                dear forex k buisness men humen bohat carefull ho kar kam karna chahiye kiu k is men hamary liye ek choti c mistake b loss ki waja ban sakti hai is liye humen ak achay knowledge k sath trading karni chahiye dear
                • #83 Collapse

                  the biggest mistake in forex is not suffering loss but lack of proper knowledge so that loss can be avoided.
                  • #84 Collapse

                    Jee haan bhai jaan bilkul new trader is kaam me kam hi kaamyaab hote hain kiyo ke wo is kaam ko bina seekhe start karte hain aur us ke pass ziyada experience bhi nahi hota jis ki waja se wo is kaam me loss kar dete hain......
                     
                    • #85 Collapse

                      Right my brother. market trends se update nahi rahoge to kaise profit milega hmain chahiye ke hum market trend se update rahen market news ko follow karen analysis karen then koi trade karen taake profit ho
                      • #86 Collapse

                        Mere khial se mistake tab hoti hai jab hum thek se kam per concetreat nahi karte humey chahye k hum is website ko learn karen or is ko samjhen,market ko analysis karna us kay trend ko ache tarhan samajhna bohot zaroori hai.
                        • #87 Collapse

                          mistakes har bandy sy hoti hain is main koi aisi bat nhi hy so app bus apni trade ki taraf dehan dain mistakes to hoti rahti hain lekin agar app ki mistake daily barh rhi hain to app ko breake ki zarorat hy
                          • #88 Collapse

                            The great mistake of loss in trading in forex is i think lack of dedication , planning and knowledge hai... agar app achi planning se invest kroge to yakenan apko acha output milyga... lack of confidence bhi ek main reason hai is loss ki... be confident what you do in trading...
                            • #89 Collapse

                              g ha lack of knowledge and experience not using proper demo account and unknow about market news and emotinality and lack of patienc alot reason may cause of loss
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Bhai loss hone ki sab se brri wajah yehi he ke ya to logon ko zyada experience nahe hota or woh bagher experience ke hi trading start krdete hen or dusri wajah yeh bhi he ke bohat se log lalach bhi kerne lg jate hen jiski wajah se unhen loss hojata he ..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X