A loss is not all, it may be key of your success.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear friends bht logo lko mana deka ka wo loss ka bad forex ko chour diya hai lakin aisa nahi karna chahiya bilka hamain ghalthiu sa seekna chahiya tab hi ham aik success trader bun sakty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g bhai jan bilkul thik kaha ha apny k jb b hamin koi loss hota ha to os sy hamain aik lesson milta ha sikhny ko jis sy hm forex trading mai kamyab ho sakty han or apni galtio ko dor kar sakty han
      • #48 Collapse

        g han aesa bilkul ho skta hai kyon ke jb loss hota hai phir trader buht ahtiyat se kaam krta hai jo apni galti ko find kare aur us ko cover krne ki koshish krne ki pori koshish krta hai mehnat se kameybi hasil krta hai
        • #49 Collapse

          Yess..... thek kaha... profit aur loossss to zindagi ka ek hisssa hen is liy loosss hony py dil nhe chorna chahiy blky ye analysis krna chahiy ky aisy kia awamil thy k jin sy hmen loosss huwa aur ainda un sy kesy bach ky profit ko increase krna hy aur losss sy bachna hy....
          • #50 Collapse

            dear friends mere khayal me loss ke bad hame himmat nahi harni chahiye q ke loss ke bad hum experience hasil karte ha or bohut kuch seekh leete ha pechle experience se
            • #51 Collapse

              jee han mere dost aap sahy keh rahay ho kuch Sign forex will certainly loss kar bethtay hain aur apnay losses say har man kar kaam chor detay hain lekin bande ko apni ghaltyon say seekh kar ghaltyan dhoor karni chahye
              • #52 Collapse

                g bilkull loss hi humai success ka rasta dekhaty hain...isliye humain chhaye k hum loss hone k bad kabhi bhi himmat na haray balkay pani un mistakes se sabaq hasil karain un ko sudharay takay hum hum achi trading kerskay n un mistake ko again na repeat kerskaty n successful ban skaay.
                • #53 Collapse

                  g haan forex mein loss hone par bohat si baaten seekhne ko milti hain hum agar apni unhi galtiyun se seekhen to again loss nahi kar sakte forex mein balke earn hi karenge
                  • #54 Collapse

                    aslamo alykum dear friends yahan per jis topic per baat ki ja rahe ha wo ha k loss har waqt nahi hota balky yeh sirf wakti tore py hoty han ore part of the trade hoty han. loss is the not only permanent. balky isy kamyabi ki taraf ly jany wala factor samajhna chahey
                     
                    • #55 Collapse

                      agar ham loss hasil ker k yeh samjhain k hamy to har hall my loss hi ho ga. to ham phir trade to kia balky koe bhi kaam nahe ker sakty ham yahan per sirf forex trading ki baat kerin gy. trade my kamyabi hasil kerna k ley loss ko adjust kerna hota ha
                         
                      • #56 Collapse

                        agar ham loss ko ly ker baith jaain to ham mazeed trade nahi ker sakty .is k elawa hamara kaam kerny ka jazba bhi mutasir ho ga or ham dill laga ker kaam nahe ker sakin gy. jis ki wajah sy hamy bary loss ko face kerna parhta ha
                         
                        • #57 Collapse

                          Ji bilkul sahi kaha sahed bhai and I completely hundred percent agree with you. Forex ek proper business hai with alot of risk tpu yahan har waqt profit k chances tou bohat kam hai. So jab bhi loss ho aap mayoos na hon aur kaam krte rahain
                          • #58 Collapse

                            forex me jo log shorw me loss nahin karte woh log bad me bohat bada loss kar jate hain kyun ke woh samjhte hain ke humain is ki sub samjh a gai ha lakin jo log shorw shorw main thora bohat loss karwa kar stable ho jate hain woh kamyab ho jate hain.
                            • #59 Collapse

                              ji han apnay bilkull thik kaha hai me apki is bat say bilkull agree hun hume ager loss o jata hai to us me hume udass nai hona nai chye loss say hyme sikhna chye or agy loss hhone say ijtnab kerna chye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                a loss in not all,it may be key of your success.plan is most important thing for doing best trading with forex, so make good and strong plan before investing real money in the forex market, if plan is poor then surely result will.so don;t be afraid after loss try to overcome and see that success.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X