A loss can open the door to make 10x profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    yeh bilkul thek kaha ap ne loss trade profit trade ka signal hoti ha, or loss trade hamen bohot kuch seekhne ka moqa frahm karti ha , infact loss kuch nai hota badle ma experience hasil hota ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      agar forex main hamara loss ho jata hai tu hamain us say lesson hasil karna ho ga and is tarah hamain kafi faidah ho sakta hai
       
      • #213 Collapse

        Agar hum apnay Los se kuch sikhain or ghor of fikar Karin tu hamin jo Los hua he us ki waja se hamin apni ghalti ka Pata chalta he jis se hum aagay Los se bach saktay hain.
        • #214 Collapse

          yes i am also agreee with you the forex is the money making busienssss the profit and the losss si the part of the busienssss we should be make the goood tarding busienssss for the our life the forex is the money making busienssss we should be make the goood earning sourse of the forex busiensssss,,, if we bear the losssed then we should be make the proper learning from the any expert tarders
          • #215 Collapse

            jee haan ap loss karnay ky baad he trading ko seek saktay ho jb ap ka loss hoga to ap seko ge ky trading kis tarh hoge aur ap kamyab hoge ais leay loss sy ssekna chahye
            • #216 Collapse

              Yes its correct that a loss lead us to the profit a maximum profit and experience can be gained only after a loss, because loss put a particular effect on our mind and brain. Therefore we should keep it in mind.
               
              • #217 Collapse

                to set some strategies we at least will not be easy to panic when the market changes direction, so we can start getting consistent profit.
                 
                • #218 Collapse

                  g bhai ap sai keh rahy ho agar hum loss ko ignore na karain and us se learning karain to hum loss se bhe acha profit earn kar sakty hain and ek loss hamary liye acha profit earn karny k liye bohat se door open kar data hai.
                  • #219 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum jii jan bhai jan bilkul aisa he hey key jab kisi ko be trading me loss ho jata hey to wo bad me pher loss say drta hey hala key ager wo thori c aur mehnat karey to kae aur trades sey wo profit earn kar sakta hey.
                    • #220 Collapse

                      Lose or nakami apko apki galtiyo say rushanaas krwaati hai apko apni galti ki maz.e.nazar rakh k in say sabaq seekhna chahiye
                      • #221 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen loss se hmeshah ghabrana nahi chahye kyun k loss is businessk a sb se main hisa ha hmen agr is business me achi earning karni ha tu us k liye hmen is business me loss se hmeshah acha experince hasil karna chahye
                        • #222 Collapse

                          g han apka jab loss hota hay to apko us say kafi sabak hasil hota hay k kahan apny galti ki thi phir ap usko recover karny k try karty hain tabi ap seekhty hain
                          • #223 Collapse

                            g han ap ki bat theek ha ka aik bar loss 10 bar profit ka rasta open karta ha magar is ka lia shiart ye ha ka ham loss hona par bad dil ho kar trading choorna ki bajai loss ki wajoohat talash karan aur un par achi tarah ghour kara aur mazeed experience ki koshish karan aur ainda apni ghalti sa bachna ki koshish karan jo ka loss ki waja bani to tab hi ye mumkin ho sakta ha.
                            • #224 Collapse

                              g han bhai app ki bat sahe hai lose can open the door of profit jb hmay lose hota hai to hum apni gulti see sekhtay hain or usay dubara nai duratay hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                profit aur loss business ka hissa hotey hain, is leye loss sey pareshan nahi hona chaheye aur is sey kuch na kuch seekhna chaheye. woh mistakes jin ki waja sey loss howa hy un ko future main repeat na karain, takeh aap loss sey safe reh sakain. Yeh mistakes bhi traders ko yeh batati hain keh kamyabi kaisay leni hy aur profit key leye in mistakes sey door rehna hy.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X