A loss can open the door to make 10x profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    dear bhai loss ho agar to us me apni galti aap dhundne ki koshish karen kiun ke loss ham kam kar sakte hain mistakes kam kar ke is lye mistakes ko hamesha hame kam se kam he karna chahiye takey ham ko loss bhi kam se kam he ho ham ko .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      je emay dear main ap ki is bat say bouht he zyd agare ekarta hun ap nay to bilkul he theak kha ahai is online busnie main ap log aagagar azyda lahlich karryen gayen to ap ko is mian loss b ho skat ahai
      • #228 Collapse

        yes har loss se hamko kuch na kuch learn karne ko mil raha hota he ke me ne aj yh galti ki toh muje itna loss hua he or ab muje aese work karna ho ga jis se muje dubara aese loss nahi ho so ham jab be loss karte hen toh hamare lie ak lesson hota he so soch samaj kar trade karen or market ko samjne ki koshish be karen
        • #229 Collapse

          yes brother you are right a loss open the door of acquire profit. because the loss remind you the previous mistakes in forex trading.
          • #230 Collapse

            Han g ap Ne sahi kaha he Lenin baat ye he k his ko loss how he to WO us we much to seekhy na ye na ho k WO phir se loss ker bethy
            • #231 Collapse

              ager hum ko loss ho b jata hai to ap ko me ye ik bat bata do k ager loss ko ap zehan main rakh ly to ap profit ko hasil karny k lye kafi mehnat kary gy is se ap ki trading kamyab ho jay gi or ap ik achy trader ban jay gy
              • #232 Collapse

                dekho dear bro trading mey losses business ka part hen just apnay midn ko cool rakhne or losses ki waja jan-ney ki koshish kren k kia waja hey k ap ka losses huwe hain na sirf reasons ki talash kar layn
                • #233 Collapse

                  yes it is true kynke jab ap ka loss hota hai tu aap ko apni galtiyan pata chaltei hain jis se ap next time tradding karte waqat in ko na dohara kar apni tradding ko acha kar sakte hain aur hamein galtiyon se sekhna chaye
                  • #234 Collapse

                    is bat me koi shak nahi ku k agar hum ek tajurbay kar trader hain to hume yah pay loss say kafi kuch he karnay ko mill sakta hai aur kafi saray hetraders yaha pay is buisness say kam ko dekh kar pae gay.
                    • #235 Collapse

                      ji mein yehi kahun ga yeh kam krny k liey bht sara paisa laga dety hain log lekin phr b loss me rehty hain yerh etna risky kam hai
                      • #236 Collapse

                        forex main jab ham trading kartay hain tu hamain is main faidah bhi ho sakta hai and hamain is main loss bhi ho sakta hai and loss say hamain lesson milta hai
                         
                        • #237 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                          Some times a trader afraid when the trader loss in one trade. I want to say them, a loss trade is not all. There is something to learn from loss trade, a loss trade can open the door to make profit from 10 numbers of trade. We have to learn from the loss trade and have to find out the cause of loss.
                          I'm not afraid to face losses, even my SL level in trade is itself Margin Call.But as a wise trader would be nice if we are always alert to the possibility of loss in forex market. Always use a stop loss or trailing stop to limit your loss.
                          • #238 Collapse

                            Dear mere khyals ay trader ko apni knowledge ki base pr trading krni chahiye Q k trading ki base pr hi trader profitable trading krnay mai kamyab hos kta hai.or agr trader ko loss ho jata hai to trader ko trading leave nhi krni chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apny loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #239 Collapse

                              Forex aik aisa business hy keh jis main profit aur loss sath sath chaltey hain. Agar hum kamyab trader banna chahtey hain to hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur is ko accept karna chahey. Loss sey hamain buhat kuch seekhnay ko milta hy aur loss aap ko batata hy keh aap ney kahan kahan mistakes ki hain. Aur agar aap in mistakes ko in future main repeat nahi karain gey to aap acha profit ley saktey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading kay business mein loss bhi iss business ka aik part hai lekin loss honay pey business end nahi ho jata hai humein apnay loss kay reasons ko identify karna hota hai aur jo loss hota hai wohi loss kay reasons hamaray leay profit earn karnay kay new ways open karta hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X