A loss can open the door to make 10x profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      ji han loss se ham ko seekhne ko bohat kuch milta hai agar loss se ham ko faida ho jaye to ham is business me bohat kama saken ge loss se ham ko trading me agey carefully chalne ko milta hai or ham ko losses bhi kam se kam hone lagte hain .
      • #273 Collapse

        Yes absolutely correct but loss se xiada tar log udaas ya ghussa ho k market se badla laina chahtay hain so me SB ko yehi advice karnga k loss ki vajah dekhain na k badla lain
        • #274 Collapse

          G janab loss hi profit kay any ka aikw ahid door hota hy bcz agar ju banda loss ki scene sy nai guzarta hy woh kabhi profit ki game seekh skta hy ju loss hona hi ap ki mistakes sy lesson hasil krna hy.
           
          • #275 Collapse

            g han forex mein agar apko loss hota hai to apko chahiye ke ap is mein ghabrayen nahi,balke wait karen next opportunity ka aur phir usko pakren aur trade lenge to apka pechla loss bhi cover hojayega kabhi bhi is mein disheart na hon forex mein.
            • #276 Collapse

              Aap trading kay doran jo ghalti kartay hain aur aap ko loss ho jaata hay to aap kopreshan nhe hoana chaheay kunkeh aap ki yahe ghaltian aap ko next main profit dilati hain aur aap ko in ghalteon say he experience hasil hoata hay aap iss trading main experience hasil karnay ki koshish karrain aap ko fiada ho ga
              • #277 Collapse

                yes surely i will agree with this argument that you must never afraid from loss and must consider loss as the first step of your success because if you will learn from your loss in forex then you can improve yourself to get success in forex more effectively
                • #278 Collapse

                  Asslam-o-alikum all dear traders ji han bilkul darust farmaya ap na janab humy apni galtion sa boht kuch sekhny ko milta hai. hum galtion sa he to sekhty han ka humy next kia karna chaiya etc.
                  • #279 Collapse

                    yes mere bahi app ne bilkul sahi kaha hai main agree kerta hon app ki baat se forex treding main jub bhi hamain loss ho to hamain apni ghaltiyan se ziadha sa ziadha seekhana cahiaye tak key hamari agli tread main asani ho sakay or hum wo dobara ghaltiyan na karain jo hum ne pehlay ki thiiiiii
                    • #280 Collapse

                      trading main agr aap ko loss hota hai too aap yah na samjhy ka har time aap ko sirf loos hi ho ga aap ko agr loos hoa ha oor ap na woo galti next time dibara nai ki too samjy ka aap na kch na kch learn kia ha oor app is tarha apni earning ko increase kr lain gay oor aap ka profit bi bht ziada ho gy ga soo my dear friendx aap please loss hony ki waja sa deshard na h
                      • #281 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen hmesha success hasil karni ha tu us k liye hmen is business me loss ka samna karna pary ga kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se kafi acha profit or experince hasil hotaa haa
                        • #282 Collapse

                          agar hume forex me trading karte waqt loss ho jaye to hume apni mistakes se learn karna chaiye jis ki waja se hume loss hota hai agar hum apne loss se learn kare ge to hum next time apne is mistkes per control kar ke 10 guna ziyada profit earn kar saket hai
                          • #283 Collapse

                            ji han ap theek keh rahe hai hum chote se nuqsan se bhi ghabra jate hai or forex ko chorne ka decision le lete hai lekin aisa karna nhe chahiye hum jab tak apna loss cover na kar lain humko tab tak apna full potential dena chahiye or har waqt yehe try karna chahiye k jo loss hum se howa hai isko cover karain or future me ziada earn karain
                            • #284 Collapse

                              Forex trading aik business he jo humin bari earning aur profit de sakta he aur hum es karobar ko understand kar lite hin to hum kafi bari earning thore se time min kar sakte hn es k sath sath humari lag kar kei gaye trading humin market trend k bare min bhi batate hin es lei humin kafi mehnat bhi kar sakte hin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                yes you are right lakin yah kehna bhat he asaan hai lakin in mai ap ko amal krnay mai bohat ziada time lagta hai is leay ap demo per apni sari strategies ko apply kro os k bad yah per aa kr amal kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X