A loss can open the door of success.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Ya agr humhe shru me loss ho bhi jata ha for you to humhe you ki cause talash karni chiye ye nahi ke hum all of us ko luck per chore de aur phir bhot ziyada loss ke baad chopre de is me tough visiting ki zaroorat hoti han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      han ji mere hiyal sy jab ap ka loss hoor ap confuse hone ki bajay ap mistake dondo k kis waja sy loss howa ha.jab ap esa karo ge tu ap ap ka loss ap ki kamyaiki chabio skta ha.but agr ap loss pe loss karte jao kuch socho samjo nhi tu pe ap ko kabi bi kamyabi nhi ho g
      • #528 Collapse

        jab bhi ap tezi me ya with out lachi tara learn kar k forex nussness ko join kar k treding karen ge apko loss hoga lakin koch log apni ghaltyo se sekh k b os kam me maharat hasil kar jate hen .me ye jaho ga k pehhle demo acount pe treding karen kiun k is me apko agar loss hota he tu apki raqam zaya nai hoti balk ye apki forex treding ko karne k liye madad gar hoti he ye b trusth he agra ap zindagi me harte hen tu woh apki kamyabi ki pehli seri hoti he ,kiun forex pe ghalti karne wala ye sekh jata he k kahan ghalti hoi our kiun hoi then wo is se avoid karta he
        • #529 Collapse

          han g aesa bhi ho sakta hai ke loss se ham ko kuch hasil ho sake or ham loss se bachne ke lye bohat koshishen bhi karte hain lekin jab loss likha hota hai tab hota lazmi hai lekin mere khayal se carefully ham jitna kam karen ge utn ahe faida ho ga or loss bhi kam se kam hota jaye ga
          • #530 Collapse

            yess i agree with this point ham apni mistakes se sikhty hain agr hame loss b hota hai to ham iss mai kuch na kuch sikhty hain or next time us galti se aviod karty hain
            • #531 Collapse

              yes many trader come to forex without learning and they do loss. After loss they compare forex with game or lottery. Finally they leave from forex. I want to say them a loss can open the door of success yAh bat real hai jab insan para lakha ho to sub kuch kar sakata hai.
              • #532 Collapse

                yes my best friend apne bhut hi achi bat ki hai man ap ki bat sya gree karta hu bhut sy aisy log hai jo forex ko join to kar lyty hai lykin on ko forex karni nai ati is liy on ko loss huta hai phr wo forex ko chyor dyty hai loss jo huta hai eo kamiabi ka darwaza open karta hu mery nazriy k mutabiq is liy on ko nai chorna chahiy jin ko loss huta hai on ko chahiy k wo ghaltion ko door kary
                 
                • #533 Collapse

                  bahi jan kamyab hona ka leya ahm ko as kam mah achi kuch karna hota ha jsi koh mah ap ka bara ma batna chta ho jab bah muaj a kam ka bara ma pata ha.
                  • #534 Collapse

                    Yes laykin kiss tara ya bath zarori hay loss har admi ko miltay hane jo forex market may new enter hota hay quen kay market apni marzi say chalti hay or koi bi iss ko rok nahi sakta. iss liya ham ko ya chahiya kay ham jo galti pahlay kardaytay hane us ko yaad rakhne or phir wo galati na karine.
                    • #535 Collapse

                      ga han janab ya aik bohat hi big probllem ha jis sy forex k business ko bhi badnami milti ha jab k asa nhi ha hamari apni ghalti ha k hum forex ko without learning start kerty han or loss k bad forex ko ilzam dety han
                      • #536 Collapse

                        je haan ap ku forex mein ju ziyada se ziyada loose hota hai ap us mein save reh saktay hain par es mein cool mind aur small volume se kam karay ap ku ju loose ho ga us se koi faraq nahi paray ga thankful for question
                           
                        • #537 Collapse

                          Aslam o alekum.brother agr humay shru me loss ho bhi jata ha to hum ko us ki vja tlash karni chaiye. ye nahi ke hum us ko luck per chore de aur phir bht ziyada loss kr bethay. is me hard working ki bht zaroorat hoti he........
                          • #538 Collapse

                            Dear mere khiyal k mutabik ap ka loss ap ki learning ki tarf pehla step hy jab tak ap loss nhn karo gy ap es market ko smjh nhn sako gy es liye ap ko chahiye k ap apna kam ache se karo ta k ap ko boht acha faida ho sake aur ap acha earn kar sako,,,
                            • #539 Collapse

                              je haan ju forex mien lose he lose mein jatay hain wo comeback be karsaktay hain par us k liye ap ku mind se kaam karny ke kafi zurrat pase ho ge aur kosis karay forex mein cool mind se kaam karay ap k liye better ho ga thankful for question
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                well ap ne bohat acchi bat kahi hein k a loss can open the door of success, q k jb jb ap ko tradng mein loss hota hein tu ap aur zyada seknay ki try kartay ho , apni galty ko daiktay ho , kisi snr se help lainay ka kehtay ho n daiktay ho k kahan galty hoi hein n thn ap again tradng jb kartay ho tu ap aik accha profit gain kartay ho jo k ap ki aik kamyabi hoty hei

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X