ji bilkul jab hamain loss hota hay to hamain samjh ati hay kay zay koi asan kam nai hay is liay ham koshish kartay hain wo waja dhoondhnay ki kay akhir loss hua to hua kun aur phir ham agar usay catch kar lain to ham anay walay waqat main kafi profit bana saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим