There are many thing to learn from loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Ha bhai aap nai bilkul teek kaha or mai aap sai agree karta hu, loss karty waqt hamy darny ki bajai us ki waja talash karny chahye jo loss ka bais bany, is tarha sai hamary practice or learning mai professional pan aa jata hai, agar pir bi new users loss sai darty hai tu un ko chahye kai bonus par trading kary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur is ka muqabla karna chaheye. Loss sey hum buhat kuch seekhney ki koshish krtey hain. Jin mistakes ki waja sey hamain loss hota hy, hamain un ko control krna chaheye aur future main un ko repeat nahi karna chaheye. Mistakes ko control krney sey hamari trading perfect ho sakti hy.
      • #408 Collapse

        Assalam u alikum friend jee haan hum loss se bohat si cheezein learn ker sakty hain or phir un ki practice hum demo account per ker k apni trading improve ker sakty hain, humein apne loss se learn kerna chahiye or trading ko continue rakhna chahiye.
        • #409 Collapse

          jee bilkul janab ap theek keh rahay hain. hum apnay loss se b buaht sari chezen seekh saktay hain agar hum apany loss kko properly go through karen.. kynk ek aqalmand trader wohi hota hae jo apnay loss se seekhta hae or same mistakes ko agay future main kabhi bhi repeat nahin karta hae.. so hamen bhi esa he karna chahye..
          • #410 Collapse

            yah g foerx main loss to ho he jata hai per hamain is loss se worry honey ki zroorat nahe hai. balky hamin loss se kuch seekhny ki zroorat hai k ham apny andar kaisy dicipline create karin taky ham next is loss se bachaty rahahan
            • #411 Collapse

              forex ke business me loss se bohat kuch seekhne ko mil jata hai hame lekin hamesha is baat ka khayal lazmi rakhna chahiye ham ko ke ham loss ki waja pehchan kar us ko ham sahi karen takey agay ham ko mazeed is me loss face he na karne paren or ziada nuqsan se bach saken .
              • #412 Collapse

                jee han ap ki bat correct hay aur main ap se agree hoon k ager loss b ho jay to b humain gebrana ni chahie aur jo log loss se preshan hotay hain un ko chahie k wo loss se gebrane ki bjay is se lesson hasil krain aur jin mistakes se ye loss howa ho un ko future main repeat na krain loss humain bohat kuch sikhata hay.
                • #413 Collapse

                  g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses se seekhen aur is mien ap kabhi bhi loss se ghabrayen nahi,is mien ap apne losses ko manage karna seekhen.
                  • #414 Collapse

                    Begginer ku ju loss hota hai wu acha hai oc say kafi learning hoti hai without loss ii think profit earn kerna possible nae hai ic liye trader ku chahye k start man learning kerain. or expert ager loss kery tu ye aik dangerous si bat hai.
                    • #415 Collapse

                      Loss sey hamain apni weakness ka pata chalta hy keh hamarey andar kia kia kamzorian hain aur hum ko kaisey kamyab hona hy. Jo log loss sey ghabra jatey hain woh success tak nahi puhanch patey. Loss ko accept krain aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko control kia jaye takeh success tak puhancha ja sakay.
                      • #416 Collapse

                        G han ap bilkul theek keh rahay hain kay traders ko loss honay ka har wakat khoaf rehta hay jab bhi loss hota hay kay to ye kisi na kisi mistake ki waja say hota hay aur agr sahi tarah analysis kiya jay to apni mistake say bohat kuch seekha ja sakta hay best trader wohi hota hay jo apni mistakes say seekhta hay esi galtiyon say bachnay kay liye sab say best option demo account pay practice karna hay
                        • #417 Collapse

                          agr hum trade karty hain to humain is main learning kar kay kam karna ho ga is main practice karni ho gi kun kay demo main humain loss ho sakta hay learning say eanring hasil hoti hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #418 Collapse

                            Agar apko forex market main trade kerty huey loss hota hai tou apki koi na koi mistake hoti hai jo loss ki reason banti hai so apko loss ki cause ko identify kerna chahiay then after identification apko same cause ko remove kerny ky liay more learning kerni chahiay taky same repeat na ho ky loss dobara uthana pery
                            • #419 Collapse

                              humain is main daily learning karni ho ti hay jis say humain market main kam karny main asni ho gi huamain hard work kar kay practice say kam karna ho ga jis say humain loss km ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                g han jab apko loss hota hia tu ap ko chaiey k jis mistake ki wja se ap ko loss hota ho us ko find kerein or us per kam kerien is se ap ko learning k lei new cheezien bhi milti hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X