There are many thing to learn from loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Dear her business mein knwoledge or experience hona bohat zaroori hai warna loss ho jata hai ager hum without knowledge or experience work karein gain to loss hi hoga aisa hi forex business mein hota hai is mein knowledge or experience ka hona bohat hi zaroori hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      ji bhai ji is ko to main ap ki advise hi smjho ga aur ap ki advise bht hi achi hai is liye k waqai ap ne thek kaha hai k forex main loss se darna nhi chye hai aur is main kam krny k liye ap ko bara dil krna parta hai aur is main ap apny loss se seekh bhi skty hain k kis trha se ap is se bach skty hain next time k liye
      • #258 Collapse

        Assalmualikum....bhai forex trading mein hum kae dafa apniii mistakes sy seekhty hein....jab k huemiein is mein kaam krny k lye bht ziada mehnat krnii partii hai loss sy bachny k lye....jab tak hum is mein loss sy bachan chahty hein.....to humein is mein kaam krny k lye bht ziada mehnat krnii hogi,,,or apni galtion sy seekhna hoga jitna ziada ho saky....is mein success hony k lye ye aik bht hi imp factor hai......
        • #259 Collapse

          je haan forex mein loose karnay ke kafi waju haat hain un mein se aik es mein greedy aur jaldbazi hai kosis karay es mein cool mind rahay agar achi kashi money earn karna chatay hain
           
          • #260 Collapse

            assalam o alaikum.. han g dosto yahan kafi chiz hen jis sy ap sikh sakty ho.. apko kafi kuch sikhny ko milta hy jis sy ap kisi b bary loss sy bach jaty ho.. apko bs mehant karna hoti hy dil sy.. baki ap ko mehant ka ajar tu milta e hy..
            • #261 Collapse

              je forex mein loose aur greedy karnay ke buhat he ziyada reason ho sakti hai sab se bari es mein jaldbazi o greedy karna aur kosis kary es mein knowledge se kaam karay ap k liye better ho ga
               
              • #262 Collapse

                yep you are right loss say hum is market main jo khuch seekh saktay hain shayad hi profit say bhi wo na seekh sakain. loss ko hamay hamesha aik opportunity kai tor per laina chahiyay aur us say zaida say zaida seekhna chahiyay.
                • #263 Collapse

                  ji han hame apni ghaltion se seekhna chahiye hume chahiye ke hum demo me practice kare waha pe hard work kare waha se seekhe hum apni ghaltion se jitna hum ghaltion se seekhe ge utna hi experience barhe ga knowledge me izafa hoga.
                  • #264 Collapse

                    Har business ke do important parts hote han loss and profit agar hum kbhi bhi loss face kar len to hume kbhi bhi disheart nahi hona chahiye kun ke hamara loss hume bohat kuch seekhta ha agar hum apni mistakes ko note kar len aur dobara in ko na duhraen to hum bohot successful ban sakte han>:)
                    • #265 Collapse

                      Forex trading aik karobar he jis min learning ki badolat hi hum kamyabi hasil kar skate hin humari malomat aur humara expereince hi e skarobar min humin kamyabi dila skata he. hUm apne learnign ko kabhi bhi na rokin aur apne loss hone ki possibilities ko kam se kam karin. Humin apne loss se bhi seikhna chahye aur loss ko bhi apna guide bana leina chahye.
                      • #266 Collapse

                        ha yar loss se bhe agar hum chahy to bohat kuch learn kar sakty hain is liye hamain chaye k hum kissi bhe loss ko waste na karain balky hum us se learning karain ta k ek best trader ban saky...
                        • #267 Collapse

                          thek kaha hy apny loss ki bhot sy wojohat hain jin main sb sy aam lalach or big volume par trade karna hy jab tak hum soch samj kar or learning kr ky trading nahi karin gay hum is main profit nahi kar sakte or jab tak lalach krte rahain gay hum loss hi krte rahain gay.
                          • #268 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                            Many trader afraid for their loss. I want to tell them, there mare many thing to learn from a loss trade. If we analysis a loss trade then we can find what was the cause of loss. Even we can do it in demo trade. If we analysis all loss trade then it is possible to avoid loss.
                            ya bhai jan ap ko kafi mile ka loos ke bare main bhai jan mare khyal se bhai jan agar ap new hai to thora invest karen bhai jan our agar loos hojata hai to ap ko knowledge main izfa moga our ap bhir asi galti nahi karen ga.
                            • #269 Collapse

                              bhai jan business chahe koi bhi iss mai loss or profit hona to aik naturally si baat hai bazoqat hum apne loss se bhi apne profit k raste talash kar lete hain iss liye humain apne mind ko hamesha fresh rakhna chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                pyare bhai jan aghar ap chahte hain k ap ko zyada profit hasil ho or kam loss ho to ap ko chahiye k ap zyada learning karain or zyada experience hasil karain...................
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X