learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    insan apni galtiyon say bht kuch sekhta hai galti hi wo pehla step hota hai jo insan ko sahi galat ki pehchan batata hai her shaks galtiyon say hi sekhta hai or un galtiyon ko durust ker k agy barhta hai is terha us main nikhar paida hota hai or wo kamiyabi ki taraf chalta chala jata hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      sir ko jab new join kara tha main nay tu bohat mistake karta tha lekin waqt k sath sath main apni mistake ko learn karta gaya or cheez ko seekta raha or aj ma[[[[[[[[[[[[[[[[[[[[
      • #93 Collapse

        now i am within people brother my spouse and i In case know by mistake . whether or not my spouse and i do almost any mistake my spouse and i be asked to share this in other . coming from your way my spouse and i may appropriate OUR mistake and get for you to earn lot connected with money
        • #94 Collapse

          dear forex trading main jitna banda mistaks sy seekhta hy itna kisi teacher sy bhi nhi seekh sakta keunkeh mistake bhi aik baht bara teacher hy aur is sy bara teacher aur koi nhi ho sakta.
          • #95 Collapse

            gee han bhai forex amin hum log is trah uch bhi nai sekh skty hain jab trak humy is main loss nai huta hai q k forex amin loss hi hamar abahut bara ustad hai aur yehi humy acah sabq dyta ahi
            • #96 Collapse

              Bilkul hame apni mistake se hi sekhna parta hai jab ham profit kama rahe hote hain to ham greedy ho jate hian per jab hame loss ho jata hai to tab ja k ham sekhte hain aur mistake se sekh k pher ham earning kerte hain.
              • #97 Collapse

                me shuru me yaha pay bhot sari ghaltiyan karta tha jiss me say ek aur ahm yehi the k me yaha pay stop loss use nahi karta tha aur ab mjhay ye kaam kar k ahsas howa hai k hume yaha pay apni ghaltiyon ko dohrana nahi chahye.
                • #98 Collapse

                  salam dosto,apka sawal bht acha ha or ma agree ho hamy apni galtio sa sekhna chahye qka jab galti hoti ha to hamy asi cheez learn karny ko milti ha jis sa ham loss ko low kar sakty ha.
                  • #99 Collapse

                    g bhai jan hmen apni ghaltio sy seekhna chahey jo traders aaj hamen kamyab nazar aaty hen wo bohat bari bari maren kha kr hi kamyab hoy hen misal mashoor hy ky soona (gold) bhati men tapp kr hi kundan banta hy. es ley hame bhi mehnat kri hogi or ghaltio sy ghabrany ki bjay on sy seekhna hoga.
                    • #100 Collapse

                      jee humy apni mistakes se kuch seekhna chaye k hum se kiya ghalti hoi aur aenda aisa na ho is sy hum ko future may trade krny my faida hota hy hum dobara wo ghalti nai krty
                      • #101 Collapse

                        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main aap jo bhi mistake karen ussay zaroor seekhen takay aap wo mistake dobara nahe karen kun kay agar aap us say nahe seekhengay to wohi mistake kar kay loss uthaengay
                        • #102 Collapse

                          g han ap ki har loss wali trade ap ko aik learning deti hy jab loss ho os trade ka analysis kren k kia galti hoti hy or asal ma kia krna chay tha jis say ap ko fiada hota es trah har mistake ap ko eak learning de gi
                          • #103 Collapse

                            forex men humse bht c ghaltiyaan hoti hen lykin hamen himmat ni haarni chahye or humen apnii ghltiyon se seekhna chhaye taa k ainda hum se wo ghlti dobara nai ho or hum kch better kar sken
                            • #104 Collapse

                              dear new and old trader may difference yeh hota hy kay jo old trader hoty hain un ko forex kay bary may knowledge and experience ziada hota hy and unho nay forex ko bi kafi learn kiya hota hy and jo new trader hoty hain unho nay abi forex ko start kiya hota hy jis ki wja say un kay pass learning bi km hoti hy knowledge and ko learn karta gaya or cheez ko seekta raha or aj main apni mistake se lesson le kar bohat achi earning kar raha hun or is business se bohat khush hun.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                insan se beshumar galtiyan sar zad hoti hu kuch galtyion ko sudhar diya jata hy aur kuch ko kabhi faramosh nhi kiya ja sakta isiye trading me sab apni apni galtiyon he se seekhte hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X