learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhai mai new hun lekin ap ka jo theard hai us kay mutabiq kahna chhu ga kay hamey apni galtiyon say seekh kar dobara nahi karni chiye baz log apni galti honey ka unhay pata hota hhai lekin wo us par ghor nahi kartay tu wo buhat nuqsan mai chalay jatey hain.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      hellow my dear friend. mery khayal mai mistakes tn sbhi kertai hai. kyu kai mistakes sai he insan seekhta hai or apni galtiyan sudhar ker lyf mai sucess hassill kerta hai. soo new hooo ya senior galti sbhe sai hoti hai. humsai bhi hoo jati hai or hoo bhi sakti hai. bs behtr hai humm practise kertay rahen
      • #123 Collapse

        bhai forex trading aik bauaht aacha business hai is business mistakes main apki khud ki ghalti hoti hai aur aik baat bata dena chahta ho app ko apni ghaltion say bauhat kuch sekhnay ko milta hai aur iss say app kay experience bhi gain hota hai bhai jab tak app ghlti nahi karo gay tu seekho gay kaisay
        • #124 Collapse

          I am new in forex soo mene abhi tak start nahi ki han aur mujhe is ka andaza nahi ha lekin me khoshish karoo gi ke naw karoo kistake aur apni puri effort laga dongii kam me agar ALLAH me cha too nahi hogi mistakeee
           
          • #125 Collapse

            mere khayal se yahan har koi mistake krta hai aur us se sekh kr agay barhtay hai isilye chahiye k apni mistakes se sekhain sb se achi learning aur aisi learning jis se apka experiance barhai wo apki apni mistakes hoti hain jis ki wajah find kr k ap sekhtay hain aur aur achi learning krtay hain........
            • #126 Collapse

              mere khyaal se to shayad hi koi asa member hoga jis ne forex mai starting mai koi mistakes nahi kin hain qk insaan har naye kaam mai ghaltiyan karta hi hai magar us k baad jab wo seekh jata hai to wohi ghaltiyaan kamiyabi ka sabab banti hain...
               
              • #127 Collapse

                dear new and old trader may difference yeh hota hy kay jo old trader hoty hain un ko forex kay bary may knowledge and experience ziada hota hy and unho nay forex ko bi kafi learn kiya hota hy and jo new trader hoty hain unho nay abi forex ko start kiya hota hy jis ki wja say un kay pass learning bi km hoti hy knowledge and k sath sath main apni mistake ko learn karta gaya or cheez ko seekta raha or aj main apni mistake se lesson le kar bohat achi earning kar raha hun or is business se bohat khush hun.
                • #128 Collapse

                  bhai msitakes sy trader ainda ky lye sabaq hasal kurta hy . oor ainda ky lye pehlay honay wali mistakes sy buchnay ki koshash kurta hy. shuroo meen meen ny bhi buhat mistakes ki heen laikun ab mistakes kum hoo gaey heen oor trading meen behtri aai hy.
                  • #129 Collapse

                    forex mai agar aap jaldi kameyaab hona chate hai tou aap aik kaam kerhe ke losses ko remove kerne ke koish kerhe.means ke losses hone ke waja pata kerhe secondly profits ko improve kerne ke koish kerhe.thanks,
                    • #130 Collapse

                      assalam o alikum dear umeed ha ap theak ho gay dear gab ma na forex ka kam shoro kya tha os waqat ma bohat mistake kar ta tha lakin waqat ka sath sath ma in mistake ko cover karta gya
                      • #131 Collapse

                        bhai jan jb insan koi bhi kaam start krta hai ya us ko learn krna to start may buht c mistake hote hai meiny bhi jb forex trading ko start kia tha to start may buht mistake ki thi kio k insan mistake say hi learn krta hai but forex trading ko start krny say pehly achi trha say learn k lia jay to is business may successful hony kay chahnc ziada hoty hai
                        • #132 Collapse

                          janab forex ma loss to koe new bat nhi ha but is ko cover krna or next time na krna hi best ha trader k lia us sy un ko future ma kafi faida hota ha apni mistake sy sekh k
                          • #133 Collapse

                            dear forex ko jab join kiya to do teen galtiya howi he me ne in se bohat ziyada knowledge hasil kiya he or bohat sika b he jab ham apni galtio se sikte nahi he to nuksan utate he.
                            • #134 Collapse

                              Dear forex aik risky or diffcult business hai agar ap forex main mistake kartay hain or apni mistake se learn ni kartay tu ap ki aik mistake ap ko bohat bara loss karwa sakti hai acha trader wo hi jo apni mistake se learn karay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                me ek expert hn ..ye mera zaati khayal ha q k me ne bht c mistakes ke hen r phr me beth k apni hr tade me hony waali galtyon ka baa qaida jaaiza leti hn r evaluate krti hn k meri kahan pr kya galti the...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X