Mayoosi ka Daman kabhi na Choro!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji han apne thek kaha k humen mayoos nahi hona chahye balke humen mehnat kar k ek or moqa dena chahye khud ko mayoos ho k peche nahi hatna chahye sabar se kam lena chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Nae bahi meray sath tou aisa kabi nae hua lakin aap nay bhout he acha kaam kiya hai jo aap nay dobara say join kar liya kyn kay bahi yad rakhna kamyab hamesha wo he log hotay hain jo himmat nae hartay aap b aik din Forex Trading main zaror kamyab ho jawo gay inshallah ap struggle jari rakhain.
      • #78 Collapse

        my dear hum sb muslims hony k naty ye to janty ha k mayus hona kuffar ha so jb b hme ksi km ma nakami ho to hme us sy mayus nai hna chahye or dobara sy hme us kam k lye new jazby sy kosish krni chahye...
        • #79 Collapse

          mayoosi nahi g umeed ka daman kabhi nahi chorna chahye forex me loss hona forex ka hi ak hisa ha is se ak banda seekhta ha g or ak trader is me se kamyabhi usi soorat me le skta ha jub wo is me loss krey ga
           
          • #80 Collapse

            hmain start mai trading mai bohat loss hota hai per hmain myous ne hona chahye loss py balqy wo hmari mistake ki wjha sy e hai jub hum aik bar mistake kren gy to next time us sy avoid kren gy or loss nae hoga itna
            • #81 Collapse

              I think aapne ulta title daal diya. Umeed ka daman nhi chhorna chahiye. Aur bilkul sahi kaha aap ne. Apko loss yahan face krna hi hota h kbhi kbhaar. Lekin dil chhota nhi krni chahiye aur himmat nhi harni chahiye. Dubara mehnat krein aur koshish krein. InshaALLAH success aapki hogi phir.
              • #82 Collapse

                g bhai mane bhi apne aik dost k sat partnership pe kam kiya tha mane os ko paisy diy thy lykin muje pata bhi nai tha k kam kiya hai bus oosne yehi kaha tha aik bhut acha business hai online os main bhut profit hai to mane os ko paisy dy diy muje 5 din bad kehta hai k ap ka loss ho gaya hai mane kaha muje bisiness ti bataoi kon sa hai jis main itni jaldi loss bhi hi jata hai osne phr muje forex k bary main bataya ye hai business phr mane kaha is kaisy kam karty hai jo mane paisy diy thy wo is main kaisy lagay thy or loss huwa hai to yaha show bhi ho ga wo kehta hai loss yaha pe show nai huta hai phr mane is business ki websites pe ja k kafi study ki mane dykha k on ki helplie bhi hai mane heline pe bat ki k mera loss huwa hai kya ap koi statment dy sakty hai mery loss hune ki os ne muje kaha k statment ap k account main huti hai mane kaha kaisy pata chaly ga osne muje bataya k account history main ja k dykhay phr mane os dost ko bulaya mane kaha k apna account kholo wo nai khol raha tha kehta k kya karna hai mane kaha k mane apna loss check karna hai wo nai dikha raha tha phr mane os ki damki di phr osne account khula to waha pe koi history nai thi yani koi bhi loss nai tha osne koi deposi hi nai kiy osne mery paisy kha pi liy thy phr mera os sy kafi jhagra huwa ab wo muj ko nai bulata hai lahaza ap khud kam kiy kary kisi k sat invesment na kry
                • #83 Collapse

                  mai ubi forex py khd aik new member hun ,mai ny ubi trading start nahi ki but mera khayal hai agr apko loss bhi hu jata hai tu is mai pareshan hny ki bat nahi ,q ky bussiness mai profit ur loss huta rehta hai
                  • #84 Collapse

                    mayousi gunnah hota hay es leay mayous nhi hona chahye forex trading main agr loss bar bar bhe hota hay to mayous nhi hona chahye bulkay un points pr kam karna chahye jin ki waja say bar bar loss hota hay try try again kay formuly pr chalty hoy agy barhty rehna chahye akhir ap ko kamyabi mil he jati hay
                    • #85 Collapse

                      dear sir i agree you for this question apki baat bilkul thek hai humen mayusi ka daman kabi bhi nhe chorna chahiye or agar humen trading me lagatar loss hota rahe to hum is se mayus na ho q k karobar orbusiness main loss hota rehta hai insan ghalti kar k sekhta hai hum is se mayus na hon,...
                      • #86 Collapse

                        brother forex mein just profit ko hi nahi dekhna chahiye apne loss ka pehle mind mein rakhen ta k aap aik limit mein rehte huwe trade karke kama saken aur mayoosi gunah hai mere bhai hamesha ALLAH se ache ki umeed rakhen
                        • #87 Collapse

                          mayoosi ka daaman kabi naa chorho ka ye matlab hey key agar jis bandey ko trading mey loss hota hey or ho raha hey tho usn ko chahiey key wo mayoos naa ho is kaa m sey balkey un ko chhaiey key wo is kaam mey pura ka pura enter hop jaye
                          • #88 Collapse

                            munafa ya nuqsan kisi b karobar ka hisa hai ab yeh nai k aik bar loss ho gya hai to banda kaam he chor day yeh to first step hota hai aik achi earning ka bary bary trader start may loss ker k agy bary hain so waqi mayous nai hona chiya
                            • #89 Collapse

                              Good to hear k apne apne loss se haar nh mani or apni trading restart ki, kisi ko bh nakami se haar man k nh bethna achahiye us nakami ka sabab dhond k next time us mistake ko overcome krte hue kam krna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                @#aap ko tab he hoge jab aapko is mein loss hoga to matlab is ka yeh thori hai k aap yeh kaam ...he chordo aap nextt ime k liay tayyari karo aap mehnat kao harworkingk aro aur next time successful hokar dikhao....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X