Mayoosi ka Daman kabhi na Choro!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    nahi bhai is kaam me hame kabhi b mayoos nahi hona chahye hum yaha pay agar kaam karna chaty hain to hame yaha pay kaam ko samjh kar karna ho ga jiss say hum kaam kar sake gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Ya ak hakiqat hy keh mayoosi ap koi pershani men mobtela ker dy ti hain or hum muslmanoo per tu mayoosi kofar hy q k rizk ka wada ALLAH ny hum se kiya hy humain chahia keh mehnat karain or us per tawakal kerain.
      • #63 Collapse

        yes dear hume kabi bi haar nai manna chaiye agar hume trading me loss ho jaye to balke hume apni mistakes se learnnkarna chaiye jis ki waja se hume loss hota hai or apni mistakes per controle karna chaiye or hume himmat nai harna chaiye hume try karte rehna chaiye
        • #64 Collapse

          consequently their count on people that will the amount occasion commit to perform exchanging since foreign currency trading is the foremost business online.for sure forex not have while constrain currency trading markets is normally around sole couple of cays within the workweek saturday and additionally weekend for that reason.
          • #65 Collapse

            dear ma tu ap ko ye he bolo ga k kis k sath parthner ship pa trading karna kis bawakofi sy kam nai hai kiun k es tarh ap kabhi b successful trader nai ban sakhtye trading ko khud karna chaheya.
            • #66 Collapse

              dost is baary my yahe kahoon ga mayoosi kisi masly ka hall nahi hota...mayoos hony sy koe faida nahi hota. balky bandy ki kaam kerny ki himat khatam ho jati ha. wo kisi field my kamyaab nahi ho sakta...
              • #67 Collapse

                mayoosi kufer hai humey hamesha himmat sey kaam lena chahiye aor saber karna chahiye jo haar maan kar pichey hat jatey hai wo kabhi bhi kamyab nahi hosaktey Allah sey hamesha achi umeed rakhni chahiye aor khud mein confidence paida karna chahiye kisi saharey nahi jeena chahiye
                • #68 Collapse

                  islam me mayosi ghuna ha hume pori umid mahnat or himat se kam lynena chay or form me lagan ke sath kam kar ke ek achi earning kar sakty ha or agr loss hota be ha to jo dukh real amount per hota ha wo bonus per nahi hota ,,,
                  • #69 Collapse

                    mayosi nahi g umeed ka daman kabhi na choro g forex me loss hota rahta ha or traders koi b loss kie bgher nahi ban skta ha forex trading me ak trader loss kre ga to hi seekhe ga forex me nahi to forex me kamyab nahi ho pay ga g
                     
                    • #70 Collapse

                      Ap ne jo thread likhi he wo ghalat hen asal me hum sab ko mayoosi ka daman kabhi bhi nahi pakarna chahiye q k hum insan hen or humy kahi na kahi kuch na kuch nuqsan zaror hota hen lekin humy isme na umeed nai hona chahiye bal k achy ki umeed rakhni chahiye
                      • #71 Collapse

                        jeee bhai.. aap ne bilkul sahi kaha.. aisa aksarr dekhnay men ata hai k kuch log mayus ho k trading se peechay hutt jatay hain.. aisa krna to sarasarr nuqsan ka soda hai.. forex trading men mayoos nahen hona chahiey bilkul, bal k sabar ka daman haath men rakhtay huay sukoon or tasallii se kaam men mehnat or lagan rakhni chahiey.. yehi mehnat or lagan hamain kamyaab trader banati hai!
                        • #72 Collapse

                          mayoos hone ka koi faida ni hai, trading main wo traders fail ho jaate hain jo mayoos hote hain , forex main high patience ki zaroorat hai agar aap patience rakhain gay to aap ko profits he hn gay
                          • #73 Collapse

                            yes maray sath bhee asa he howa tha main nay first time two hundred dollars loss kia tha pher us say bohat kuch learn kia lakin hosla nahee hara apnay ap ko mentally strong rakha ab forex trading main profit bhee milta ha es liua kabhee bhee give up naheen kerna chhaiya forex trade asa he ha kabhee profit or kabhee loss.
                            • #74 Collapse

                              Hum ko mehnat krni chiye tb he to sucess hoti ha nakami k bad sucess b hoti ha jitni mehnat kro gae Inshallah Sucess b hoge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                meray sath esa howa tu nahe hain but pak forum bth hi best haii .. yi ak bth acha zaryea hai humari kamaii ka hum yaha easily posting karty hain .. aur jo bonus milta hai ausko invest karty hainn ... pak forum bth acah platform hai .. har person k lea .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X