profit in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    yeh tou bilkull common si baat hai business main loss hou saktta hai to profitt qu nahin hou saktta.buisiness kiya hi profit kay liye jstts hsai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      profit b hota haai .. lakin os k liye aap ko analysis karna ana chaye.. technical kar layen or fundamental kar layen .. jo b karian kuch sooch smjh k trade karian toh profit na b ho toh koi learning hi ho jaye gi
      • #483 Collapse

        nhe dear aisa neh hai ap jo keh rahe ho k forex trading mai humay just loss he hota hai profit nhe hota tw bhai aisa nhe hai humay forex mai profit k saat loss ka b samna rehta hai lekin agr ap is kaam mai senior hongay tw ap forex trading mai bade ache say trading kar sakte ho is k elawa apne loss kiye howay investment ko easily profit b le sakte ho
        • #484 Collapse

          forex trading mien apko chahiye ke ap is mien proepr profits kamayen aur uske liye apko apne andar skills develop karne honge aur apko is business ko deeply seekhna hoga.
          • #485 Collapse

            profit and loss her business ka rule hai or forex man aisa hi hai loss bhi hota hai or profit bhi ager trader ku profit huwa hai tu kabhi loss bhi hu sakta hai kun k forex ki market buhut riski market hai.
            • #486 Collapse

              Forex aik risky business hy lekan profitable bhi hy. Hazaron log daily is business sey aik achi earning kr rahay hain aur hazaron log daily is main enter ho rahay hain. Is ka matlab hy keh forex aik money making machine hy lekan is ki kuch demands hain jaisa keh learning aur practice. Aap jab tak learning nahi karain gey, achi earning nahi ho gi.
              • #487 Collapse

                forex trading aik boht acha business hay hum is main agr success hasil karna chahty hain to humain hard work kar kay ana ho ga agr humain demo main kam karna hay to learning kanri hogi
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #488 Collapse

                  G forex trading business mein acha profit hy aur forex trading mein profit bhi hota hy aur forex trading business mein hum acha profit earn kar sakty han aur forex trading mein loss bhi hy aur profit bhi hum forex trading mein achi learning hisal kar k forex trading mein profit earn kar sakty han
                  • #489 Collapse

                    Meray khayal sy yeh aap ke approach pr depends krta hay ky ap ko profits hotaa hay yaa lose agr aap iss kaam ko siekh kr kartae hein to aap ko iss mein ziyada profits aur kaam lose hotaa hay agr bagir siekhay kartae hein to ziyada lose hi haona hay
                    • #490 Collapse

                      humain trade main agr success hasil karni hay to humain learning kar kay achy say kam karna ho ga humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga magr demmo ko use karna ho ga
                      • #491 Collapse

                        Gee forex market main trading main agar sirf loss hi hota tou ap aur main trading kyun ker rehy hoty forex market main trading kerny per agar loss hota hai tou yeah hamari kisi mistake ya less trading knowledge aur experience ki waja sy hota hai otherwise her koi forex market main trade ker ky earning kerta hai
                        • #492 Collapse

                          Humy is business me loss bhi hota han aur profit bhi hota han lekin agar hum Forex me loss se bachna chahty han to is k liye humy chahye k hum market me zyada greed na kary aur kisi expert trader ki help se trading kary is se humy zyada loss bhi nahi hoga aur hum trading kar k profit bhi acha earn kar lye gye.
                          • #493 Collapse

                            Koi bhi business ho profit and loss to us ka hissa hay agr ap aik business say profit hasil kar rahay hain to ho sakta hay kay usi main say ap ko loss bhi face karna par jay forex trading main bhi esa hi hay kay agr ap koi mistake nahi kartay correct strategy plan kar kay analysis kartay houye trade open karen gay to zroor ap ko profit hasil ho ga
                            • #494 Collapse

                              Actually Forex me profit aur loss humari trading skills par depend karta han agar to humary pas is business ka acha knowledge aur experience hoga aur achi trading skills hogi to hi hum is business me aik professional trader ban sakty han aur market me trading kar k daily basis par achi earning bhi kar sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Forex trading ke market bohot he risky market hai aur kafi un predictable market b hai jis ke wajha say ziada tar traders ko iss mai loss he hota hai . ager proper learning kar kay aur trading skills develop kar kay he trade karin tu profit b hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X