ASLAMUALEKUM friends and fellow members of pak forex forum aj hum trading ke ek bohat common mistake fear of missing a trade ke baat karen ga jiss main ap waqt se pahle trade main sirf iss lea enter ho jaty hain ke apko lagta hai ke agar ap ne abhe trade main abhe entry na lee to yeh itna payare trade ap guzar do ga iss lea actual point se pahle actual signal se pahle ap trade main enter ho jaty hain aur bohat jald ap ko andaza hota hai ke ap ne waqt se pahle jalzbazi main faisla lea price us point py achuke hai jahan se ab faisla ka time hai lekn mazeed yeh trade oper ja sakty hai wagarh wagrh ap ko phr wo he trade huge loss main closs kary party hai jo normal condition main shayd a small loss ya brake even trade hoty iss lea kabhe trade miss ke fikar na karen koe trade miss nahe ho ge new oppurtunity aae ge kabhe apne requires price se kam main ya zayada main buy sell na karen ek aniper ke tarah price ko apne point py any dain aur uss ke bad jump karen market main iss tarah ap emotional attachment nahe karen ga trade main aur loss hoa to kam ho ga aur profit bhe hoa to zayda ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим