Fear of missing a trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fear of missing a trade
    ASLAMUALEKUM friends and fellow members of pak forex forum aj hum trading ke ek bohat common mistake fear of missing a trade ke baat karen ga jiss main ap waqt se pahle trade main sirf iss lea enter ho jaty hain ke apko lagta hai ke agar ap ne abhe trade main abhe entry na lee to yeh itna payare trade ap guzar do ga iss lea actual point se pahle actual signal se pahle ap trade main enter ho jaty hain aur bohat jald ap ko andaza hota hai ke ap ne waqt se pahle jalzbazi main faisla lea price us point py achuke hai jahan se ab faisla ka time hai lekn mazeed yeh trade oper ja sakty hai wagarh wagrh ap ko phr wo he trade huge loss main closs kary party hai jo normal condition main shayd a small loss ya brake even trade hoty iss lea kabhe trade miss ke fikar na karen koe trade miss nahe ho ge new oppurtunity aae ge kabhe apne requires price se kam main ya zayada main buy sell na karen ek aniper ke tarah price ko apne point py any dain aur uss ke bad jump karen market main iss tarah ap emotional attachment nahe karen ga trade main aur loss hoa to kam ho ga aur profit bhe hoa to zayda ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے

    Actually jo saari baat aapney share ke hai main us main sey es nateejy par pohncha hun kay jab bhe market main trade open karni ho to sab sy pehlay apnay analysis karen. Us kay baad decide karin kay market main kis wakt enter hona hai. Aur phir apnay us faisly par kaaim rahin.
    • #3 Collapse

      Ap ki mufeed information hy forex trading k related aur hm sab ko is advice p aamml krna chahiy aur sahee time p trade open krna aik important stretegy hy aur market ki movement jab ho rahi hoti hy to bahut ziada log dertty hain k trade open ki to loss ho jay ga to ap ko derna ni chahiy aur jab ap ko lgy k trade open krni chahiy to ap aisa kr lia kro ap ko us time zaroor kamyabi ho gi
      • #4 Collapse

        dear jab banda ais market mai analaysis karta hai aor dekhta hai k market ne yaha tak aana hai aor aus k baad trend mai jana hai aor bandy ko ye ho k pata ni aus time mai hon ga online ais liay bandaa ausi time trade laga deta hai jis ka loss ye hota hai k aus trade ka stop loss zayda hota hai agar hum ne achi trade leni hai to aus k liay wait kar ley ya phir hum ko pending order laga lena chaye.
        • #5 Collapse

          G brother bilkul thk kaha hay ap nay, bahut saray traders jald bazi kartay hain aur wakt say pehlay hi trade open kar letay hain q k woh sochtay hain k yah signal kahen hath say na nikal jay ga...as a result un ko loss ata hay...esi ko emotional trading kahtay hain....aur aisay trader kabhi kamyab nai hotay.
          • #6 Collapse

            Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha wo Sara traders hai jo pay Forex news ko read ke bahar hai signal Ko Dekhkar trade Gaate Hain aur nuksaan kar Baithe Hain Agar Hum trading business kojal baare mein Karenge toh both Jada nuksan ka Samna karna padega
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              gee haan bhai aap ny boht achi ny boht achi baat ko hai fear ka saath hum trade nahin kar sakth humin ye baat zehn main rakhni chahyee ky loss and profit ais field ka hisa hain and fear ky saath aap market main kabhi bhi aik acha decision nahin lay sakty mary kahyal main relax hoo ky trade karni chahee

              اب آن لائن

              Working...
              X