forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jee forex main loss ki sub say bari waja ye hai kay log isko serious nahi lete or ye smjhtay hain kay wo bohat earning karain gay is business say or phir unhain loss hota hai or phir wo apne emotions pe control nahi kartay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai jan mere khayal main to apne iska ans khud hi de diya hai forex main nakam hone ki waja ye 3no cheze hain ager in main se kisi per bhi apki giraft mazbot nahi hai to ap forex main kamyab nahi ho sakte
      • #153 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
        dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
        bahi har business main loss ki waja apni hi galtian hti hy k insan business ko sahi tarah na samjhy business main lagarzi krt lalach kry ya kam waqt main ziada ka sochy forex aik asa business hy jissy ap samaj kar aram sy kry is main lalach na kry or full consentration sy kry to ap ko loss kam ho ga
        • #154 Collapse

          sir g forex me loss ki kafi wjha sa jesa k sahi market ko movement analyse na krna aur kam knolwdge hona ya phr kam experience hona....
          • #155 Collapse

            Forex men loss ki sub se bari wajah yehi hay k hum is men greed ko use kerte hain or hamra khud per koi controll ni hay or agre hum laluch per controll ni ker saken gay to loss to hana hi hay
            • #156 Collapse

              assalamu alaikum bhi jan ap ne bohat acha sawal ki h k trading ma loss ki kia wja h to bhi jan jha tk ma janta hu forex ma loss ye bohat si wja so sakti han ik to agr ap k pass experience ni h or ap bina soche trade lga dete han 2usri ap apne emotiions ko control ni kr pa rhe or bhi bohat si reasons han lekin main ye 2 hi han
              • #157 Collapse

                ji bhai meray khayal meen forex meen loss ki buri waja greed, lack of knowledge oor experience na hona, hard work na kurna ye sub shamal heen, es liye hameen chahye ky trading start kurnay sy pehlay learning mukamal kureen oor emotions sy door reh kur trading kureen.
                • #158 Collapse

                  Ji han isi liey humen forex trading start kerney sey pehley forex trading ko learn kerna chahiey knowledge haren or ho sakey to kisi achey trader sey is ki training len or phir trading start kerney sey pehley kisi trading ki nigrani men trading start karen to humen loss nae ho ga.
                  • #159 Collapse

                    bhai experience na hona aur hardwork na karna aur knowledge na hona yeh 3no hi forex trading mein loss honay k buhat main reasons hain. is liye hamain learning kar k knowledge gain karna chahiye aur practice kar k experience gain karna chahiye aur mehnat karni chahiye forex trading mein.
                    • #160 Collapse

                      meray khayal may sab say bari waja hay forex may loss honay lalach hay agar aap forex may lalach nahi karo gay to aap forex say achi earning hasil kar sakte hay is kay elawa knowledge ka na hona our experience ka na hona bhi shamil hay.
                      • #161 Collapse

                        Jaha tak mein ne note kiya hai tou forex trading mein main waja loss ki hamri laluch hai , hamare andar aik laluch hai k hum bohat geld bohat zaida earning kerna chahte hai jis ki waja se hum apni money b loss ker dete hai , is business mein hum jitna b patience se work kare gay utna he hamare leye better hai.
                        • #162 Collapse

                          bhai pa ne thaek sawal kya hai or is sawal ka jwab bi main apko don ga is sawal ka jawab ye hai k ap is kaam main agar mahnat nahi karty tu is kaam main ap ko kafi mushkil paish ati hain or is k asth non expiriance ka bi masla hai..
                          • #163 Collapse

                            loss ki bari waj y7e hy foprex pak may is may logo ko trading ati nai hy or wo ghlt decision karte hian ya us ko lalach ajati hy tou us ki aja se loss ka sanmna karna parhta hy

                            stay away from greed
                            • #164 Collapse

                              forex main loss apko is main apni mistakes ki waja say hi hota hay apko chahye k ap is main kaam karty howe khud ko mistakes say bachain or is main aik rule ko follow karty howe kaam akrian tab hi ap is main loss say bach sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Forex me bohat se traders ko loss hota ha aor mostly traders ke aik he reason hoti ha wo bohat jaldi profit earn krna chahte hain aor time bohat kam hota ha phir un ke pass trading ka na tu koi experience hota ha aor na he knowledge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X