forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    forex main sab sa bari loss ki waja ap ka kam knowledge or un experance hona hai .forex trading main loss ki dosri waja ye hai ky ap forex main trading karty hoy greed ho jaty hen jis ki waja sa ap ko loss ka samna karna parta hai .forex trading main ap loss sa bach sakty hen lakin ap ko lalach avoid karna ho ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
      • #108 Collapse

        forex me loss hone ki sabse bari reason ye hoti hai k ap jo decisions lete ho wo ap according to you knowledge and experience k nahi lete hain q k apko chye kay ap jo bhi decide karen wo decision experience me involve zarur ho.. trading asan kaam nahi bht logics use karni parti hai..
        • #109 Collapse

          bhai jan jahan tak man samjta hon forex man loss to har bary ya choty trader ko hota he ha is ke wja ye k hum ko expernce bhe nahi hota or jald bazai man bhe kam leny se esa hota ha
          • #110 Collapse

            my friend mere khaiyal ma to forex market ma loss ki barri wajha hai forex market ka knowledge na ho na aur trading ka experience ka na hona jis ki wajha se loss hota hai.
            • #111 Collapse

              is business main loss ki waja yeh ho sakti hay k is business k bary main hum janty na ho ya is k bary main hamray pass elam na aur hum is main bar bar prextice karny ki waja say boht ziyada profit hasil kar sakty hay aur loss say bach sakty hay yeh forum boht achi hay is main loss tab hota hay ja hhum is forum k roules k mutabik kam nahi karty jis say humain loss ho sakta hay...loss say bachny k liay humain is business main humain boht ziyada mehnat ki zahrort hay ta k loss say bach ja saky...
              • #112 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sohailanwer_786 پيغام ديکھيے
                ye baat Zehan Main Rakhni chahiye k Agar Trading Ko Achi Tarah Say Sekh gye Tou profit Tou ho he janaa hai,new Traders Waqai Scalping par zyada Tawajo Detay hain Magar ek Style K sath Trading karnaa mujhe Samajh nahin Ataaa,main samajhtaa hon k new Trader ko Bhi har Tarah ki Trading ko taste Karnaa Chahiyee Waisay long term Trading he Achay trader Ka future hai....
                janab forex main loss ki bohat si waja ho sakti hain lekin forex mian loss ki main waja ap ka lack of knowledge hai kun ke ap ko jitna zyada knowledge hoga forex ke bare main utna hi ap forex mian acha kam kar sakte hain
                 
                • #113 Collapse

                  g han mra bhai apna sahi bola han forex m apko chya han k ap sahi sa kam krhahum ma is liya hi loss hota han k hmra pass na experince hota han na hi knowledge hoti h jbi loss hota han
                  • #114 Collapse

                    dear friends forex ma loos ke sab say bari wajah ha ka jab ham is use karta han to hama sirf trad par he dahyan dana chahya nahi to ham loos ho sakta han
                     
                    • #115 Collapse

                      forex me loss honay ki waja se hoti hai har kui is me is liye loss kar letay hain q k un k andar is trading k bare me na hi us k pass na hi experience hota hai aur na hi un k pass knowledge hota hai is liye wo without trading kar letay hain is liye loss kar letay hain.....
                      • #116 Collapse

                        forex busisness me aksar dekha gaya hai trader ke pass kam knowledge aur kam experince hota hai aur wo live trading shuru karte hai aur live trading ke time jada kamane ki lalach me overconfident me trade karte hai aur account ko loss kar dete hai.
                        • #117 Collapse

                          forex trading ek business he or forex trading pe loss k waja he bina information,knowledge and experience pe trade kar na or ek waja he hard work nahe kar na...forex trading pe prfit kar ne ke lea apkko knowledge,information,hard working and experience sab gain kar na hoga nahe to loss he hoga
                          • #118 Collapse

                            my best friend forex main loss ki main eaja aik hi hai k forex ko log seekhty nai hai or is join kar lyty hai or phr trading karty rehty hai jis ki waja sy on ko loss huta hai kuch log is main greed karty hai or kuch bhut hi emotion ho jaty hai jis ki waja sy on ko loss huta hai
                             
                            • #119 Collapse

                              dear jo ap ne kaha ya 3 waja hoti ha loss hone ki forex mai loss ap ki khud ki waja se hota ha trade karne se pehle ap ko har cheaze daikh kar buy or sell karna chahiye or news ko must follow kare news bohat importants rakhti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex mein loss ki bht si wajohaat ho skti hai aur un mein se sb se bara reason yeh hai k aaap ki galat strategy galat tym pe jis se aap ka profit aap se door hojata hai aur aap losss k khaareeb hojatay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X