experience or hard work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    sister, forex ap ko hard work or tajarba dono ki zarorat ho gi. agr ap hard work karen ge to hi tajarba hasil ho ga or agr tajarba hasil karne k bad ap hard work na karen to bhi ap aik kamyab businessman nai ban sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      my dear hum hard work karain ge tab hi kamyab ho sakte hain so hume mehnat karni chsahiye hard work k baad hi hume experience hasil hota hai forex me successful hune k liye experience huna lazmi hai.
      • #873 Collapse

        dear hard working se he ap ko experience aata hy lehaza mehnat must karo ta k ap acha faida hasil kar k sath he enjoy karo apnii life ko boht aage chalne k liye mehnat must hy har hal mai jo ap ko faida ho ga woi enjoy kar skte ho...
        • #874 Collapse

          dear i think that experiece and hard work are not different things. means because when a person get successive experince than it become a hard work . so we need these thing boht for profit earning .
          • #875 Collapse

            many you learn writer you earn in forest. forex is the optimum and most roaring commercialism in the grouping. this concern totally basedaa upon the pragmatic skills and . see and industrious both are useful and necessary.
            • #876 Collapse

              assalamu alaikum dear ham agar kesee kam me hard work kartee hai to is ka matlab hai ke ham is me experience hasil kar rahee hai to ye ak achee bat hai or ham ko is me hard work karna chahiye
              • #877 Collapse

                forex trading mai hamesha say he humay hard working k saat saat apne experience gain karna hota hai usi base per hum success kar sakte hai bhot say loag forex trading mai ziayda tar issi waja say fail hojate hai kiu k wo theak say learning apni nhe karte ha is mai humay news analysis b karni hoti ha
                • #878 Collapse

                  g bro forex business mn apko exprience k st hardwoking or sb sa imp practice or larning ki zryrt ha bro tb ja kr ap 1 acha earn start kru ga
                  • #879 Collapse

                    Koi bhi aisa trader jo kay forex trading pay succesful businesstman ban'na chahta hai to us kay pas experience hona lazmi hai par agr wo sath hard work bhi kre ga to usay gain zeyada hoga. Is leye experience aur hard work dono zrori hen
                    • #880 Collapse

                      forex trading koi game nahi hy ye aik busienss hy is business men success hasil krny ky liy hard work krna boht zarori hy hard work kamyabi ki key hy hard work sy knowledge or experience milta hy bagher hard work kiy forex men experience hasil nahi hota experience kamyabi ki key hy
                      • #881 Collapse

                        g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k yeh forex ka business he best business hai and agar hum is main mehnat karty hain to hum ek kmaiyab trader ban sakty hain.
                        • #882 Collapse

                          kisi bhi work start karne kayliyejitna experincehota otni he oss kam ko acha tareeqy say kar sakein gay or hardwork aap k kaam ko char cand laga data ha to iss mein bhi aap bohto meant karein
                          • #883 Collapse

                            dear app hardworking hi nahi karo gey to app k pass experience kaha se aye ga, hardworking experience gain karny k ley hi to ki jati hay.
                            • #884 Collapse

                              Forex trading mai experience or hard work donu he bohat zarori hy jub ap hard work karo gy tu ap us time is ko proper seekho gy or seekhna ke sath sath ap is ko demo mai practice karo gy phr experience khud ajae ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Hard work aur experience donon hi important hain. Yeh aik risky business hy aur is main kamyab honey key leye hard work krna parta hy. Agar aap is ko easy lain gey to aap acha profit nahi bana sakain gey aur big loss bhi uthayen gey. Pehlay trading main experience bana lain gey aur phir trading krain takeh loss sey bacha ja sakey aur acha profit banaya ja sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X