forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    forex ma loss hona kii wja ha hm phly too zyada lalch ma par jaty han oor dosra hum kkoo itna knowledge hota nae ha oor trading karty hanoor sometimes woo trade galt lag jati ha oor hum sa loss hoo jata ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      trading main loss ki bht si wjuhaat hain mgr sb sy important yahii hai k apk paas iska knowledge nae hota aur na hi ap ko trading k rules ka pta hota hai jski vja sy apka loss ho jata hai isi tra aur bhi bht si reasons hain loss ki!!
      • #243 Collapse

        jub bhi koi forex forum mai new hoga to uska loss py loss e ho skta hai q k wo nae janta hoga trading ko q k practice kro to e trading ati hai wrna loss e hota jata hai hmain bohat
        • #244 Collapse

          forex me loss ki waja lack of market knowledge, lack of skills or lack of practice shamil hy,in waja se hame trading me loss bear krna parta hy q ke hum in pe apna kabo completly nahi kr paty to jis ki waja se hame loss ka samna krna parta hy
          • #245 Collapse

            me b yahan abhi new hun isliye mujy b is bary me zeada knowledge ton= anhi but itna pta h k seniors khty hian k agar hmy loss ho to study achi tra se krni chahye ta k hmy loss na ho..forex trading skills lena bht zarori hota h
            • #246 Collapse

              forex loss is due to inexperience hurry greediness if you honest not dependent on others having experience.
              • #247 Collapse

                bhai ap khude hi bol rahy ho k main new hon or mujhy itni information nahi ha forex k bary main or loss hi loss kiyea ja raha hon tu dear phly ap trading k work ko sekhny ki koshish karo or demo par trading k work ki achi prectice karo jab ap dekho k main demo account main profit gain kar raha hon tu phir real main trading ka work start karo.
                • #248 Collapse

                  Dear Forex mein loss ki wajha lack of knowledge aur experience na hona hai aur ap k loss ki bhi shayad yehe wajha hogi ap apni real trading ko thory din k stop kar k demo account py ziyada sy ziyada practice karen aur jab ap ko trading ka acha experience haisl ho jaey tab ap apni trading again start karen.
                  • #249 Collapse

                    dear forex k buisness men loss hone ki waja ye hoti hai k ham market ko thek treeky sy ni dekhte hen aur hamary pass knowledge ki kami hoti hai aur is liye humen dyan k sath kam karna chahiye dear aur carefull rhna chahiye to phir humen loss ni hoga
                    • #250 Collapse

                      bhai sub se bari waja ye hai ke aap ne forex ko completely toor par learn nahi kia jis ki waja se aap ko abhi forex main zeyda experience nah hone ki waja se aap ko loss par loss ho raha hai.. baqi kasar aap ke luck ne nikal di ho gai aap ka stara aaj kar gardish main ho ga aap thore din ther kar trade karain ....
                      м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
                      • #251 Collapse

                        Mere bhai agr aap ko loss per loss ho raha hai to aap kuch time k liye trading chor de aur sirf is k baare mein learning kare aur is k baare mein information hasil kare demo account per practice kare aur apni mistakes ko theek kare is se aap ek ache trader bun jaye ge aur is se profit earn karna start ho jaye ga aap ko break ki zarorat hai pleas dil chota na kare.
                        • #252 Collapse

                          dear forex me loss hone ki 2 wajohat bohat hi ahm hen g forex e loss ho ga to just greed ki waja se ho ga ya pher ap ki emotions ki wajase emotions ki waja se ap ko forex me loss ho skta ha islie greed or emotions ko apne control me rakha jay
                          • #253 Collapse

                            Bhai mare kyal se to is main loss hony ke yahi waja hai k ap is ko serious nai laty bohat easy samjhty ho and is ko samjhty ho nai and invest kar k trading kar laty ho......
                            • #254 Collapse

                              baat yeh hai k business koi bhi ho uss mein experience zaroori hai aur issi taran forex mein bhi acha khasa experience hona chahiye knowledge hona chahiye tab jaa ker hum forex mein loss say bach saken iss k sath sath humay trading mein sabar jo k ek bohat bara amal hai kerna paray ga tab ja ker hum loss say bach saken gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                forex trading business main loss hony ki aik bari waja yeh bhi he k jab hum lalach kertay hen tu phit hi is main loss honay k chance hotay hen ya loss hota hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X