forex me loss hone ki waja?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    loss is a very common matter in forex trading business. to become success in forex trading we need to accept loss in our trading. without accept loss we can not become success in forex trading business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Bhai jan meray khayal se to forex mein loss honay ki sab se bari waja forex mein trading k duran jald bazi aur lalach hai bulkay agar hum forex mein kamyab hona chahtay hain to humain is mein hard work karna ho ga aur humain soch samaj kar trading karni ho gi.
      • #228 Collapse

        Currency trading also unsuccessfulness income with many challenges, as well as good results can be brimming with cuts. This hints at one end, a different option as well as the challenges these kinds of problems to look for almost any speculator does not smart. Dress appropriately, these kinds of aspects of currency trading becomes your current standard.
        • #229 Collapse

          Aap nay buhat hi acha sawal pucha hai kai forex mai loss honey ki forex mai sab zyada loss honey ki waja hai lack of knowledge about forex tc.....
          • #230 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
            dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
            forex mian loss ke hamesha se 3 wajuhaat rahi hain,.
            1- kam knowledg2- greed
            3- wit out planing trade lagana,.
            • #231 Collapse

              forex main koi ye q nhi khta k forex main profit hony ki waja yar her kici ko loss hi q ho rha hai koi to ho jis ka tukka chal jaye kya sare k sare hi ghalati pe hain koi bhi profit main qnhi ja rha hai??? ye kya wja hai???
              • #232 Collapse

                forex mai loss honay ki bohat c wajo haat hai jesa k knowldge ka na hona experience ka hona practice nakarna wagera ak achi trading k leye ap ko forex sekhna he paray ge aggar tu ap ko as a carrer samaj k karo tu
                • #233 Collapse

                  hmmmmmm ap ny acha sawal phucha hai or forex pak me thabhi loss hota hai jab ap lalach karen gy ya ap serieous ho k kaam nahi karen gy aysy apko loss h ho ga.
                   
                  • #234 Collapse

                    a trader in forex business trading can suffer from loss due to the following reasons,
                    incomplete knowledge about forex and trading.
                    not experienceful.
                    and could not control his emotions.
                    • #235 Collapse

                      mere khyal main to forex trade main loss ki bahot si waja ho sakti hy in main se zada tar to log knowlege ki kami ke bawajood trade karte hy is le bhi ho sakti hy ya phir market ko wach kya bager hi trade karte hy is le bhi ho sakta news se bakahbar na hona bhi ho sakta hy.
                      • #236 Collapse

                        i think ap ko apni method of trading py ghour krna chaye with the calm mind and dont be frustrated or apni ghaltion ko dekhen k kahan kahan ap ghalti kar hi hen usk baad nex time apni ghaltion ko repeat na kren.
                        • #237 Collapse

                          loss hone ki sab se bari waja hai greedmain chye ke greed na krain blky is ko sekh kr or smjh kr kam krain ta ke hmain loss na ho.
                           
                          • #238 Collapse

                            ap ne shayasd aik ghalti jo mujhe apki bat se nazar arahi he woh yeh he ke apne shayad baghair sahi tarah practice kiye age barhna shuru kardiya ap pehle practice practice kare aur sirf practice karen aur us ke abad age barhen phir dekhen kesi kamyabi milti he apko
                            • #239 Collapse

                              yaar mujay jo forex maay loss honay ki asal waja lagtti haay woh trader kaa misbehave or dil laga kaar kaam naa kamrnay kiwaja haay or greedy ho jana b haay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                ager aap ko loss hi ho raha hai to aap trading stop ker kay pehlay forex ko achay say learn kero is ki practice kero jub aap satified ho jao kay haan ab main ready hun forex trading kernay kay liay to aap kerlo dubara say trding or apni mistakes ko dohrao na

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X