Proven Methodology (Trend following) - let's create an EA

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Proven Methodology (Trend following) - let's create an EA
    "Hi traders,

    I'm a currency trader still in the process of developing a solid "bag" of profitable methodologies.

    I've had a very fortunate opportunity come my way, and I want to work with traders in the FF forums to see the opportunity to its full potential!

    Basically, I've met a trader who has 10+ years experience and his methodology is very systematic and easy to understand. The problem is he isn't too technically inclined (can't code EAs, isn't sure how to do robust back/forward-testing, etc)...so we're looking to the FF forum for synergy!

    His methodology has been profitable...allowing him to rely on trading profits to live comfortably...on a DAILY TF. We're looking to explore the methodology in other TFs and to increase its profitability if possible.

    If you're interesting in working with me on this project...join in! I'm looking for a manageable group of members that can actively participate, share suggestions, share in testing the system, and DEFINITELY someone who can CODE our methodologies/ideas as they evolve and improve.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro jis cheez k liye din raat kam krte ho to us pe discuss kiya kro aur us k bare mein jan kariyan hasil kiya kro hum forex traders hai forex trading k topic kholo aur us pe batein kro is se tujhe aur tamam members ko faida hoga malai mar k
    • #3 Collapse

      forex main trading k mutabic hi topic achay lagtay hain jo asan hon ur jis ki dosray logon ko zarurat hai is pe tawago dana chaiy taka dusray bi faida uthain is kam se
      • #4 Collapse

        Assalam o laikum .... dear frnds.... i agree with......i dnt knw wht u say sorry app again swal explain kray mjh smjh nai araha kia keh rhy ho wase bhi me new mem ho just posting ka pata abi
        • #5 Collapse

          mainney trade main kabi b ea robot ko us enikiyahai or nahe es main kam kasey kiya jata hai or na he acha lagta hai
          • #6 Collapse

            Pta ni Yar tm kin chkron me pr Gaye ho tumari thread bnda ak ghanta prta ry aur end pe nikla chuha asan zuban me bt KIA kro aur topic k mutabiq bt achi lgti ha hamari zuban Urdu ha bhai gora kahan sy a gea ap kon si koi amriqa me bt krny ja ry Ho Koch gharibi ka kheal krty Hein Hein ham eady nawb aur English man hoty to postin kr ry hoty direct treade krty
            • #7 Collapse

              ea khud sey create karna nahayat mushkil kam hai aur is sey ap ko utna faida nahi milta hjai jinta k aik expet agar ap ko bana kar day to .
              • #8 Collapse

                mery khyal main agar hum robot kay zariye trading karen gay to mery khyal main es waja say humay loss bhi ho sakta hay so humay chahiey keh khud manual trading karen tabhi hum achi trading kar sakty hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Forex market main successful trade kerny ky liay apko previous market variation ka trend follow kerna perta hai ky market for long time some points ky darmian hi move kerti rehti hai so agar continue upward ja rehi ho tou apko previous trend ky hisab sy trade open kerni chahiay taky apki trade successful ho saky
                  • #10 Collapse

                    humain agr trade main success hasil karni hay too humain trends ko follow ko use kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho saky or loss km say km ho
                    • #11 Collapse

                      Yes dear good hume is business k bhre ma information rakhni chaiye net py check krna chaiye hume is ma experience hasil krna chaiye ye hamre liye acha business ha
                      • #12 Collapse

                        kabhi bhi mene abhi tak yeh nahi decide kiya hai ke me kabhi bhi apne account ko EA per chor don ga mene hamesha manual trading ke bare me he socha hai or us per he me amal karun ga jo insan mehnat ke sath trading karta rehta hai or practice me rakhta hai apne aap ko usay he kamyabi hasil ho pati hai bas practice or hardworking karne wala he kisi bhi karobar ko apne handle kar ke us me successful ho sakta hai .
                        • #13 Collapse

                          hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k run karein gay aur trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
                          • #14 Collapse

                            Dear up Forex mein bahut zyada strategies Ko istemal Mat kare aap Forex Mein simple aur Sada tarike se kaam kare is se aapko Forex mein bahut jyada fayda Hoga agar aap Forex Mein confusion se bachna chahte hai toh aap Forex Mein simple tarike se kaam kare by K trend Mein just buy Kare aur Sanketh and may just sell kare is strategy Forex Mein Kabhi Bhi find nahi kar sakte hain forex market ke saath mein Khele is se aap ko nuksaan ho sakta hai Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Aapko Forex trading Mein Yahi koshish karte rehna Hai Ke Andar ko open karne se pehle forex market ke Trend ko find Karle friend ko find karne ke liye aap koi bhi secretary use kar sakte hain aur strategy Forex trend ko find Karle Is Tarah Se aap bahut accha kaam kar sakte hain aur Forex trading mein Ek acche trader Ban sakte hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X