economic news.........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan mery hisab sy tou Aap instaforex ki Website say daily Economical Calander hasil kar Saktay hain,us Main Daily basis par Economical news publish hui hoti hain jin ka expected impact or un ka impact Show ho Raha hotaa hai agar ap usay GMT +5 par adjust Kar lain tou Ap ko Sari news pk time k hisaab Say milain ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear agar hum news k time main trade karain to mare khyal se hum us time main bhe achi trade kar sakty hain bas news ko follow karain and be a best trader...
      • #18 Collapse

        asalam o alaikum dear members apko jo bhi news hasil kerni hai to apko www.forexfactoy.com pe visit ker k chek k krte raho daily.
        • #19 Collapse

          forex mein jab new ati hen to ismein bohut movement hoti hy aur achy kamyab traders kehty hen k ism ein hum ko trade bhi nahi karni chahey kio k is mein ap ko loss bhi ho skata hy.
          • #20 Collapse

            bhai jan bohat sari news ki sites hain yahan per aap woh net per search kar lo jo aap ko aap ke hisaab se asaan lagti ho us ko apne pakistani time ke hisab se set kar lo takey aap ko jo bhi news milen pakistani time ke mutabiq mil saken or aap update reh saken .
            • #21 Collapse

              my dear yeh koi barra msla nahi hain net pe buht c websites hain jahaan se ap asaani se economic news or economic analysis kr sakte ho mein ziada tar ************ ko use krta hoon yeh ek best site haijahaan har trah ka muashee tajziya kiya jata hai
              • #22 Collapse

                new ma sirf aur sirf tajzeya diya jata ha woh sahe b ho sakta ha aur galt b is liye hamay news py pori tarah focus nahe karna chae ha balky expert opinion planning aur stratigy experiance aur knowledge ko zeyada sy zeyada use kar k trading karni che ha.jis sy aik acha profit earn kar sakty hain
                • #23 Collapse

                  bhai agar ap ko news chahye wo b ap ko economic ky bare me tu ap os ko kafi tra ly sakty hu ya tu ap instaforex ki site se lo ya news channel dekho ya tu phr ap net pe easily mil sakti hai ap ko news
                  • #24 Collapse

                    We can say that the news ate vry important. With put news that we can not perform the good. We can say that the news is very very important.
                    • #25 Collapse

                      economic news say be hum kafi earning kar sakty hain in forex trading business. lekin is kay liye apko complete news parhni parti hain aur har wakat economic news say agaah rehna parta hai.
                      • #26 Collapse

                        yes forex trading hamin economic new hamary boht kaam ati hain hum economic news say forex market ka analysis kr skty hain k ab market kis tarf move kary gi
                        • #27 Collapse

                          Economic of the pakistan forex forum trading my agar ap is my agar ap is my agar work karty ho to ap is my ap
                          • #28 Collapse

                            Forex mai hamay economic news zaroro sunni chaahiyen hamay forex mai news sun kr news sai faida uthana chaahiye ta kay forex mai hamay loss na ho aur bs hamay forex mai profit ho forex mai economic news zaroori hai.
                            • #29 Collapse

                              forex trading mai aap ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai economic news per kaam kerahe kuin ke agar app news ke time per market volatile ho jate hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Yes brothers hmari thinking b is main loss ki waja bnti hen q h hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash maain apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X