economic news.........
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Trade in seclusion. Never, under any circumstances, do not open your trading positions. Your focus should be fully customized to yourself and no one should distract you from this lesson.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      news ko mind main rakh kar kam karna ho ga ta kay humain achi maloomat mil jaye kay market main kia kuch chal raha hay humain hard work kar kay demo ko use karna ho ga k loss km ho
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #33 Collapse

        Agar ap ny kisi bhi pair main forex market main trade open kerni hai then apko same pair ky related countries ky fundamental analysis ko read kerna hota hai ky apko same countries ki economic states ka pata chal saky then ap kisi bhi pair main trade open kerty hain tou apki trade ky success ky bahot zyada chances hoty hain
        • #34 Collapse

          humain news ko follow kar kay achy say kam karna ho ga humain hard work kar kkay kam karna ho ga humain practice saay kam karna ho ga jis say humain loss km say km ho ga
          • #35 Collapse

            news daikhny k liye traders k pas 2 buhut hi important news webistes han aik www.************.com or dosri www.investing.com ic pay tamam news aati han but effects trader ku khud identify kerny chahyn
            • #36 Collapse

              Internet pr forex sey related buhat si websites hain jin sey aap economic news ko study kr saktey hain aur market key trend ko judge kr saktey hain. Is maqsad key leye www.investing.com ki website buhat popular hy aur maximum log is website ko study krtey hain aur is sey zaroor faida uthatey hain.
              • #37 Collapse

                Yes bro good infor hume news ko sab se phaly fallow krna chaiye ur jab news hoti ha tu hume os waqat trading nai krni chaiye news se market bohat movement krti ha
                • #38 Collapse

                  Ziada ter news tou forex factory se hi pata chal jata hai... Main usey se hi pata krta hn... Aur mujhy koi idea nae ha
                  • #39 Collapse

                    hamain market main trade karny k liye news ko dekh k bi hum is kam kar k sucess ho sakty hain aur trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k sucess hon gay aur earning ho saky gi
                    • #40 Collapse

                      Forex trading k baray main econimic news hasil krny k liye interent pai bohat c sites main mojod hain jis main bolinger band or is k elawa investing.com b shamil hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #41 Collapse

                        Dear forex mai har cheez ap ko boht ache se mil sktii hy jaise jaise ap seekh aur smjh k kamkaro gy tu ap ko reward b acha hasil ho jaey ga soo ap ko mehnat k saht he kam krna ho ga soo ap ko acha reward hasil karna ho ga soo ap mehnat karo ta k ap ko acha faida ho...
                        • #42 Collapse

                          jaaab app news ki base paar trading kaarain gaain to us maain ap ko hi faaida hoo gaa kui ka news ka time markeet bht zadha upp or down hotii ha so ap ko yahi kahon ga ka news ka time trading kiya kaaro ager kamyab hona ha to.
                          Ocean Of Movies
                          Office Keys
                          • #43 Collapse

                            economic news.........
                            Assalamu Alaikum friends man you use IMO Mein Apne senior se puchna Chahta Hoon ke economic news se kya baat hai please mujhe Uske baare mein Bataye Aise Bhi chatting karne se pehle economic news k baare mein jaan sake
                            • #44 Collapse

                              Re: economic news.........

                              news ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar sktay hain aur ye hamain market k bary main information dety hain so hamain is k bary m ain planing kar k hi hum r eal main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: economic news.........

                                Economics newx ka market par bohat zada effect hota hai. Es waqat economics news ko red krney key lye different web sites hai. Likan en sub mai sub sey zada popular forex factory hai. Es sweb par ap market ki news ko red kr sakty ho. Es web par market ki news ko read krney key bad ap trade bhe kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X