loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    neh bhai ma aysa nhe smjta kyu kay sab se pehli bat ye ha kay ap ko apni tradin kay rules create krny chahye kay ap ne ktni trading krni ha aur kab krni aur stop loss aur take profit b zror use krna chahye aur us kay baad agr ap kay zehn ma darr he ho ga to ap kbi b trade nhe kr sky gay ap es market ma fail ho jay to zyada drna b nhe chahye balky apny ap pr b yqeen hona chhaye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      mairy khayal mai to kuch logo k liye loss ka dar acha hota hai aur kuch logo k liye loss ka dar acha nahi hota, ham ko chahiye k loss ko bs mind mai rakhen us ko apny oper heavy na hony dain. kyu k zayada loss hony k dar aap ko preshan b kar sakta hai. ham ko fresh mind k sath relax ho k trading karni chahiye.
      • #933 Collapse

        g han loss ka dar ho tu thek rehta hai lakin loss ka bohot ziada dar utna he dangerous b ho sakhta hai kiun k ziada dar ki waja sy ap achi trade b nai kar sakhtye ho.
        • #934 Collapse

          Dear hmen is business me loss kabhi bhi ho sakta ha hmen chahe k hm is business me hmeshah loss ka samna karna chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha hmen is business me loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye sbr se kam laina chahe
          • #935 Collapse

            yes dear hum ko jo loss hona ka der hote hy wo hum ko fade date hy is se hum ko zide loss nahi hote hy or hum dart kar trading be kart han ka kahe losd na ho ja kbi der se hum ko fade be hote hy or kbi der se hum acha profit nahi la sakt han
            • #936 Collapse

              g bilkul risk ka dar to rhta hy forex m, kbhi loss to kbhi munafa hota hy. loss ka dar trader k liy bhter sabit ho sakta q k es se wo soch samjh k trading krta hy r loss ka chance km hota hy. trader little profit ko loss se zeada ahem samjhta hy. forex m risk ko km krny k liy zeada se zeada experience ki zarorat hoti hy.
              • #937 Collapse

                bhai wo to har business ma hota ha lakin knowledge analysis or experience ki kami he is ki aham waja banti ha agr hum acha kaam krna taab hum achi earning or loss be nhi krna gaa bina loss k he hum loog achi trading kr sakta ha kyu k is sa humra self confidence acha hota ha
                Best Rule of Trading Ever
                ----------->Never Loss Money<----------------
                --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                Never Forget The Rule
                • #938 Collapse

                  forex may ham jab work karty han tu ham is may sab say zayada darr is batt ka laga rahta ha k ye hamen kahenn loss na day jaye agar hemn loss ho ga tu hari equity khantam ho jaey gi is lye real acocuntmay work kary howyham darty han
                   
                  • #939 Collapse

                    brother loss se app daar ki wajah se nahi bilkey proper study ki wajah se bach sakthey hain zara sochien k app aik trade mein bohut ziyada profit kar sakthey they magar apney daar ki wajah se daar nahi lagayiee yeh phir lagayiiee howi trade jaldi band kardi toh yeh toh loss hi hai na.
                    • #940 Collapse

                      loss ka dar to hota hai lekin agar foerx ko samajh kar kare to ye dar kam ho sakta hai aor trading loss free bhi ho sakti hai agar risk management ko samajh lia jaae aor phir us k mutabiq trading ki jaae to phir loss ka dar nahee rehata aor trading bhi profitable hoti hai
                      • #941 Collapse

                        Assalam o Alikum.. dekhe dosto dar ak alag cheez hai . per ak hota hoti hai ahtiyaat samjhdari ur ak hoti hai lalach, jo insan ko le doobti hai. insan k ander dar chahae na ho per laalach bilkul nahi honi chahie job wo forex me work ker raha ho tow..
                        Thank you.
                        • #942 Collapse

                          loss aik real nuqsaan hai is ko bahut ziyada eahtayt sy kia jai ga aur kafi is buness ki practice krni ho gi phir ap ko bahut ziyada success ho sakti hai ye aik risky buiness hai is ko bahut ziyda help sy bhi kia jata hai
                           
                          • #943 Collapse

                            Forex main loss ka dar bohat hota hai iss waja sa kuch opportunities bhi hum lay nahi paty lakin agar hum bhtar practice aur acha experience hasil kar lain tu ye dar khtam ho jata hai kun ke phr humy janty hain risk lay kar hi loss ka hum kuch earning kar sakty hain nahi tu kuch bhi nahi hasil ho ga.
                            • #944 Collapse

                              bhai ayse ha kay hmary andar darr zror hona chahye lakin itna zyada b darr nhe hona chahye kay hm achi trah se he na kr sky mre khyal se srf itna drr ho kay hm over trading na kry aur kbi apny rules ko break na kry kyu kay jab b hm apny rules ko break krty hain to us wqt he hmy loss hota ha to hmy aysa kbhi bhi nhe krna chahye kyu kay baad ma boht preshani hoti ha.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                jab hum trade karty hain to humain loss ka dar hota hay magr humain hard work kar kay kam karna ho ga practice kar kay kam karna ho ga magr is fear ko ziada mind main nai rakhana
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X