loss ka dar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han bahi jin logon ko forex main loss ka dar rheta hai wo phir kabi be lalchi nahi hoty aur forex main loss say be bachy rehty hain, is liy forex mian ap ko sabar say kam karna hota hia, kabi ber lalch main nahi prahna chahy,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      han ye baat to thk he hai k hame yaha pay loss ka kafi had tak dar rehta hai k hume yaha pay kahe loss na ho jae aur hum yaha pay kahi apnay account ko kho na de jiss ki waja say hum earning kar rahay hotay hain.
      • #48 Collapse

        Dear i think k loss ka Fear to har business man hota but agr ham kisi bi business man kuch earn krna chahty han to us k liye hamy risk to lena parta hi han phir hi ja kr ham us business man kxch earn kr paty han otherwise ham kxch bhi nai kr paty or i think k world ka koi bhi aisa Business nai han Jo Risk Free business ho.
        • #49 Collapse

          Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main loss kay dar say hum zeda risk nahe letay ye baat bilkul tekh hay but loss ka zeda bhi dar nahe hona chaheye kun kay zeda dar hona trading kay leay nuqsan dah hay
          • #50 Collapse

            forex forum pe xada se xada ek month k mei losses or profits shamil hoty hen ager hum sirf losses ka he sochen gey tou kabhi bhe aagay nahen berh paen gey or na he sahe trah sey tarding ker paen gey hamen chahye k hum ander bonus earn kar sakhte hain or per day hum..................
            • #51 Collapse

              loss hone ka dar to har insan ko hota hai or har kaam mai loss ka dar hota hai forex k kaam mai bhi ye dar hota hai is liye khud phely jitna ho is kaam ko samje phir work kiya jae and ap k luck pay depend karta hai.
              • #52 Collapse

                Forex yrading me loss ka dar aap keliye acha bhi hai aut galat bhi ager aap ko los ka dar hota hia to aap high risk nai lete aur ager aap ko loss ka dar hota hai to aap dar ki waja se kabhi aage bhi nai barh sakte hain
                • #53 Collapse

                  Is topic par kafi lambi discussion tu ho sakti hai magar in short loss ka dar aik tarha se acha bhi hai or bura bhi acha is liay hai jo aap ne bata dia hai magar bura is liay hai kay hum jitna fear ho kar market me trade lagaen gay hum wrong decision lety jaen gay is liay behtar yehi hai kay market me fearless ho kar kam kia jay or fearless tab hi sakty hain jab hum stop loss laga kar trading Karen gay.
                  • #54 Collapse

                    yes bro loss ka dar to hota ha but hame low risk le kar kam karna chaye kion kh zindagi ma ki bhi kam without risk nhi hota or ham risk lekar hi hamesha bohot kuch knowledge milta or ham wo knowledge use karen achi tarha se to accha profit earn karte bad ma.
                    :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
                    Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
                    • #55 Collapse

                      haan loss ka dar hona acha baat ha fiqar ho to ap risk nhi lety ho magar itna bhi dar acha nahi hota hai k loss k dar se ap trade bhi open na kr sko apka mind dar k maray aur traf divert ho jaye jis se ap ka mind tense ho ga trading ki samjh nhi aye ge aur akhir mein apko loss ho ga isly mind ko fresh aur calm rakhna zaruri hai risk ko manage krne k liye small lot size use kren.
                      • #56 Collapse

                        bahi jan loss ka dr tb he hota jb hamy apni trading py belive ni hota ya to tb hota hy dr jb hamy kisi kism ki koi tenshn hoti hy jb b ap or my trading krny k liay bythy to totle cool mind k sath bythy or apny emotions py control kr k bythy tb he ham tenshn free ho k trading kr sakty hy othervise ni or phir he hamy loss ka dr hota hy is liay trading krnty hoy hr tenshn ko dor kr k he bythy .
                        • #57 Collapse

                          sir dekhein har new business ko start kerne se pehle aik dar hota hai ke kahein nuqsaan na hojai per ager sab aise sochein ge to kon kaam kere ga is liye bus business ko join kerne ke saath hi is mein practice kerein aap ko faida hota hai.
                          • #58 Collapse

                            haan yeh baat sahi hai har trader main loss ka dar hota hai aur isi dar ki wajah se to woh strategy aur acha plan bana paata hai taa kay woh aik aisi trade open kar sakay jis se usay loss na ho aur acha profit mil jaye.
                            • #59 Collapse

                              ji janab loss ka dar to hota hy liykin is ka ifsos bhe hota hy liykin insan apny loss ke waja sy kuch seek jata hy or bad me wo apne galte ko thek kr ta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                I am new trader trading in demo account. My trading age is near about 1 year. Now I am planing for real trade from next year. Being a experience trader do you have any more suggestion for me. I am planing to trade with robo forex. Because they have master card facilities. What is your opinion please share with me.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X