Jnb aapko batata chalon k aap apnain senior say guidline zaroor lain aur jitna ho sakay knowlede gain karen q k yeah aap k lie kaafi helpful hogi but aap khud ko kbhi bhi kisi k tabidar nan bana lain k us k beghar aap tradeing hi nan kar sakain aap us waqat tak achay trader ni ban saktay jub tak aap khud analysis karnan ni seekhain gay....
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим