No announcement yet.
تمام موضوعات
Forex
Crypto
Commodities
Shares
Trading Strategies
Forex signals
Humor
Trading Universities
31-08-2018, 06:30 PM
agar hu m kisi ko follow karen gay trading main to humay market main lazmi nahi keh profit he earn ho hum market main loss bhi kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain khoob focus karen ta keh focus kar kay he achi earing kar sakty hay esmai dil lga kar time daina chahiye esamian
Advanced mode Normal mode
30-08-2018, 03:50 PM
g ap nay bikul sai kaha hay humain seniour ki guid line to chhaiye magr is main har giz us kay tabidar nai ban jana chahiye kun kay humain khud say kam karna start kar dyna chchiye ta kay market main kam karna huamry liye asan ho sakta hay humain achi earing haisl ho sakay khud analysis karna sikhna ho ga
30-08-2018, 11:19 AM
market main kam karna hay to is main hard work kar kkay achy say kam karna ho ga kun kay hum agr kisi kay tabbay ho kar kam karty hain to kuch ziada faida nai ho ga kun kay hum jab tk khud mehnat say kam nai karty hain to humain maloomat nai milti hay humain analysis kar kay khud hi tajrba karna ho gi
27-08-2018, 12:09 PM
hna g ap ki bat bilkual thek hy is mn humeny jo bhe agar senior ap ko koi bhe information dy tu is ko lazmi follow karney kaun k agar humera is mn boht faida ho ga ...
27-08-2018, 10:07 AM
Dear brother aap forex mein independant trading tou kar nahin saktay hain iss kay lye aap ko kisi na kisi se help tou zroor leni parti hai aur mera mashwara hai kay aap apnay seniorsmko zaroor follow kya karain iss se aap ko experience ho ga aur aap achi trading kar sakain gay
27-08-2018, 09:43 AM
Gee bhai aap ki baat bilkul theek hai agar hun independent kaam kartay hain tou kam experience ki wajah se hum koi na koi mistake.karain gay iss lye iss ko avoid karnay kay lye humain kisi na kisi ko zaroor follow.karna chahyea
27-08-2018, 09:41 AM
Well dear apki bt bilkul thk ha hmen apni stretgy k sath trading krni chahye.beshak hmen start m loss hoga lekin hmen preshan nhi hon chahye yehi loss agy chal k hmary profit m convert hoga keun k jesy Jess hm independent trading krty jaen ge to hmen experience gain hota jaye ga aur aik waqt aye ga jb ham bold trading kren ge.forex m kbhi bhi kisi pe depend na kren blky khud mehnat kren.
27-08-2018, 09:17 AM
Jnb aapko batata chalon k aap apnain senior say guidline zaroor lain aur jitna ho sakay knowlede gain karen q k yeah aap k lie kaafi helpful hogi but aap khud ko kbhi bhi kisi k tabidar nan bana lain k us k beghar aap tradeing hi nan kar sakain aap us waqat tak achay trader ni ban saktay jub tak aap khud analysis karnan ni seekhain gay....
loading_messages
load_more