stop loss and take profit........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Forex trading aik great online business he es min market har waqat kuch na kuch movement karti rehti he kisi time to ye movement teez hoti he aur kabhi slow hoti he hum es k lei 2 advance options use kar sakte hin aik to stop loss aur dosra take profit stop loss aur take profit laga kar hum sakoon se apni trade k kammyab hone ka wait karte hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Bhai g bohat he acha thread post kiya hy apna jub ap apni trade ko open karo or sath take profit ko be laga do ta ke jub market us point ko touch kara apki trade auto close ho jae sath sath stop looss ko be jub market oppisote jae tu auto close ho jae looss zaida na ho
      • #183 Collapse

        stop loss aur take profit forex trading mai bohat important features hain. ham stop loss ko use kar k heavy loss sy bach sakty hain aur take profit ko use kar k ham automatically set price py aa k trade k profit ko hasil kar sakty hian.
        • #184 Collapse

          Forex main loss sey bachna hy to stop loss ka use zaroor kia karain aur agar greed sey bachna hy to take profit ka use zaroor kia karain. Trading sey pehlay aik khas target par aap stop loss aur take profit ka order lagayern aur jab aap ka order complete ho jaye ga to lots automatically close ho jayen gi aur aap ko khud koi decision nahi lena paray ga.
          • #185 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha hmen isb usiness me stop loss and take profit ka use har trrade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business ka kafi acha experince hasil kr skaty hain or is business se asy hm acha earn b asani se hi hm kar skaty hain
             
            • #186 Collapse

              forex trading ka kaam karty waqt hamain stop los or tak pfofir lazmi lgana chahye jab ham forex main tradf lgaty hain to ham los sy bachny ky liye stop loss or profit ki limat ky liye tak profir lgaty hain
              • #187 Collapse

                Take profit or stop loss bohat important tools hai or agr inhay trading mai use na kiya jaye to kafi difficulties ko face krna pr skta hai or account b wash ho skta hai isi liye hmesha in tools ko use krna chahiye or agr stop loss hit honay say loss ho jaye to pareshan nhi hona chahiye blkay apni mistkaes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #188 Collapse

                  gee bhai forex trading mein stop loss aur take profit es lie lagaya jata he keh es trah se trade kr ke trader safe trading kr lete hen aur trader ko sahih money management ka pta chl jata he aur trading mein bhtre hote he aur trader success hasil krta he
                  • #189 Collapse

                    my freind ager app support and resistance ko follow ker k trading kerty hain to pher 1:1 ki trade say mean app support and resistance braber rakh k acha profit earn ker sagty hain our small stop loss and profit ho ga but safe ho ga
                    • #190 Collapse

                      Hamain stop loss aur take profit ko zaroor use krna chaheye aur in tools ki madad sey loss ko control krna chaheye. Jo log stop loss ka use nahi kartey unhain jab loss hota hy woh kafi ziada nuqsan utha letay hain. Jo new comers hain ya jin ko ziada loss hota ho unhain stop loss aur take profit ko zaroor use krna chehey.
                      • #191 Collapse

                        Stop loss main hum apna loss stop kerte hain aur kuch loss k ho jane per hamari trade off ho jati hay aur take profit main hum apna metolaba profit latay hain to whan per hamari trade off hoti hay take profit and stop loss lagana easy hay take profit k lie hum trade terminal main tp per ja ker click kerte hain aur is window main apne metobla pips write ker k ok ker datay hain aur stop loss k lie stop loss ko click ker whan kuch pips write ker latay hain is trah jeb market is position per ati hay to hamari trade stop ho jati hay aur hum mazeed loss se bech jatay hain ager hum stop loss aur take profit ni use ker te to mare khyal main hum Forex market se kuch earn ni ker sekte.
                        • #192 Collapse

                          Dear,humein humesha stop loss or take profit use kerna chahiye.because essy humein nuksan bhi kam hota hai or faid bhi.humein greed nahi kerni chahiye.warna humein nujsan bhi bht ziyada hoga.
                          • #193 Collapse

                            G han ye dono tools hi best ha ye aik asa tools ha jis se hm is business me loss se b bach skaty hain or hmen acha profit b hasil ho jata ha isi liye ye dono tools aik sb se ache tools ha is business ko krny k liye or ye aik sb se acha business ha
                             
                            • #194 Collapse

                              stop loss or take profit ka faida traders ko tab hota hay jab wo kesi or kam me masroof hon or us ki trade b open rehti hay jaha par take profit or stop loss app lagao gey wo automatically close ho jati hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                stop loss and take profit aik sb se best tool ha ye aik asa tool ha jis se hm is business ka kafi acha experince hasil kr skaty hain or is business me acha earn b kr sakty hain is iliye ye best tools ha or is business me hmen loss ka b kafi dar hota ha isi liye soch smjh k kam kreen
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X