bhai forex trading aik bauhat aacha business hai iss business main enter honay walay aksar log starting main samjhtay hain kay shayed yeah bauhat hi ziada halka kaam hai unko bauhat kam waqat laga kar bauhat ziada earning hogi jo log yeah soochtay hain un ko hamesha loss ka samna karna parta hai bhai yeah business koi halka kaam nahi hai iss business main app ko bauhat ziada hard working karna bauhat zarori us kay baghir app kamyab nahi ho saktay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим