dont take it a light job
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    is business ko regular bana ne ke lye ap ko bohat zyada time spend krna hota hai, kyo ke market mein 24 hrs ke lye currency ki buying and selling hoti hai aur yeh international time ke mutabik market run krti hai is lye zyada se zyada time spend krna hota hai agr ap full time trader hai tu ap ko idea hoga, aur jo log forex trading ko serious lete hai wohi is business mein aage jaate hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jee han forex treding ko light nahi lena chaye chaye ye bahut risky market hai yahn appko bahut dcehan or mohtat ho ke kam kerna chaye kyun ke zara si galti app ko loss kara deti hai
       
      • #48 Collapse

        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading ko bilkul bhi light nahe lena chaheye aur koi bhi business light nahe hota hay aur jo log light letay hain wo kabhi bhi kamyaab nahe hotay hain kun kay wo careless trading kartay hain
        • #49 Collapse

          han ji jab ap ne forex trading ke market main kaam karna hai aur ap is forex trading ke business main a chuke hain tu ap is business ko lite na len kyoun ke ye business ap ka future bana sakta hai ap ka life style change kar sakta hai ager ap is business ko seriously karte hain tu
          • #50 Collapse

            g ha sahi kaha yea koi mazak nahi ha yea business ha jaha thori si mistake sea boha sara loss hota ha is lia hamea har kam bohat sumbhal ka karna chahiyea jis sea hamea zyada faida ho ga or loss sea bachea
            • #51 Collapse

              ji han dear forex aik risky job he aur isy kabhi bhi asan na lain kunkeh is main kisi bhi waqt apko loss ho sakta he is main kafi uttar charhao he aur log is doran wash ho jate hain.
              • #52 Collapse

                forex pak forum is not as such easy business and nor as such difficult. u just need to learn it. u have to get good knowledge about it so u can run this business well. u have to practice a lot on this business so u can become experienced in it
                • #53 Collapse

                  bilkul forex ko light no laina chahye yeh ek earnig ka zariya ha aur ek online marketing ha toh forex ko ahmiyat daini chahye na k lighjt laina chahye
                  • #54 Collapse

                    Forex trading aik bohat zayada risky or bohat zayada profit abble job ha is leya ap is ko bilkul light na lain or is main trading porey zamadari say karain . is leya kay ap key zara se la parwaye or mistakes ap ko lakhon ka loss day saktey ha .
                    • #55 Collapse

                      bilkul apna shai kaha ha Forex main kisis bhi moment market ek dum apka against chal sakte ha . is liya hum jab bhi our jitna bhi Forex main kam Karna ha tu humi full attention ka sath kam karna chya lightly is business ko nhi lana chya .
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                        dont take it a light job
                        jhi han agar forex mai earn karna hai tu isy seekhna parta hai aur ye aik difficult job hai jo log bas market ko dekh kar buy ya sell kar dete hain aur phir hope karte hain kay market in kay favour mai aye gi wo forex ko light lete hain aur wohi nuqsan karte hain
                        • #57 Collapse

                          dekhain bhai pehli baat tu ye k forex aik business ha koi job nahi ha ise hame mazak nahi samjna chaiye hai ye aik kafi tuff business hai jisme mahmnat ki bht zada zaroorat hoti hai aur knowledge ki bhi aur forex ko hame hamesha seriously lena chaiye hai ache se planning karain phir trading karain ainwin light sa na lain isko
                          • #58 Collapse

                            G BILKUL yeh easy job nhn ha yeh aik international buisness ha or is k liy planing knowledge attention lot of time or bht bht hardwork chahye hota ha tb ja k ap kahen thori c jaga bana paty ho.
                             
                            • #59 Collapse

                              g bilkul is me mehnat karna bohat zarori hai bina mehnat ky is me ap ko kch nahe mil sakt yaha sy isi lye ap ko apni mehnat sy experiance barhana hai apna aur learning zada sy zada karni parygi jis sy ap ko itni knowledge ajay ky ap aram sy trading kar saky bina kisi risk ky ya ap ki trading me nuksan ky chances kam ho aur profit ky zada ho in sb chezon ki mehnat krlyngy to ye asan job hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex ko hum jitna easy samjhty hain ye itni easy nahi hai kiun kay is me bohat se pros cons hain jinko samjhny ki zarurat hai or inki education kay bina hum forex jaisy business me survive nahi kar sakty. Forex trading ko jitna simple bana saken banaya jay kiun kay ye kam tab hi easy hoga jab hum isko simple rakhen gay or normal rakhen gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X