urdu zzuban main id card se verification ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    friend urdo id card se verfication kabi bhi nhe ho sakti hai hum english shanakhti card se verfication karwa sakte hain us me koi mushkil nhe hai second level me hum pasport ya electric bill bhi bej sakte hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bht arsa pehly meny urdu id card sy insta forex ka account verify kia tha phir meny posting chor di thi lekin ab insta forex ki policies change ho gai hain ab insta waly urdu id card sy verification ni karty hain ab english id card ya smart card sy hi verification hoti hy urdu id card ni chaly ga
      • #33 Collapse

        Dear so simple agar apkey pas urdu id card hai to ap notary public jaen waha se apko forum milega woh ap nic k sath print karwaen aur stamp lagwa lein aur ghar akar ap scan kar k insta forex par first level verification k lye apply kardein apka account 72 hours main verified ho jaega.
        • #34 Collapse

          nahee asi koi baat nai hey sir maray khayaal say usay koi farq nai parta hey k aap ka id card urdo may hey ya english ma
          • #35 Collapse

            G urdu k id card say verification ho skte hai pr is k lie aapko voh verify krana prta hai aur kch log verification ke fees laity hain to aapke mrze hai k aap apna urdu ka id card bnvaen ya phr smart card use kren verification k lie to voh aap khud krva sken ge
            • #36 Collapse

              dear phly Urdu card chal jata tha lakin ab nai chalta ab English card chalta hai ,,ap aisa karo k apny card ko English main kar k us ko notary se attest karwa k Urdu id card k sath upload kar do verify ho jaye ga....
              • #37 Collapse

                G haan wese forex insta ny urdu card ko accept krny ka qanoon bna diya hai lekin urdu card bohat late verify hota hai, asaan kaam yhi h k ap apna cnic smart card me change krwa lain jo k urdu k bjaye international lanuage yani english me hota hai
                • #38 Collapse

                  Dear member aj kal urdu wala cnic nahi chalta haa es kay liya ap ko english wala cnic chaya yah per ager ap kay pass passport haa toh woh bi chal jaya gah nahi toh ap ka driving licence b chal jaya ga ya bi nah hot ap ka name ka gar ka koi b utility bill b chal jahya ga yah b nah ho toh ap ka bank ki statement b chal jahti haa .umeed haa ap ko samj ah giya ho ga
                  • #39 Collapse

                    G nahi urdu ID card sey ab verification nahi hoty hey qk urdu to pana zuban hey international to nahi hena.app ko lazmi english meu ID card banwana hoga tabhi apki verification mumkin hogi.
                    • #40 Collapse

                      smart card to english men hota he but us k back side par address urdu men hi printed hota he is leye urdu nic ka colour print lyn or us k neechy englih men translte kar k notary office sy attest karwayn or phir scan kar k upload kar dyn, account verify ho jaye ga,
                      • #41 Collapse

                        Jee bhai jan meray khayal sy pahly urdu nic chal jata tha lakin ab aj kal english nic card ku manty hy ap ka tub tak accont varifai ni hu ga jub tak ap apna nic new rules k mutabik ni bna lety us sy humary account verification hony may koi problam ni hoti.
                        • #42 Collapse

                          dear according to my knowledge instafoex can verify our real account with help of urdu NIC because i also verify my account with help of urdu NIC and i have not faced any problem so you can also verify your account with help of urdu NIC i hope your account will be verified successfuly
                          • #43 Collapse

                            hum apnay urdu id card say verify nahi ho saktay hain hum ko dekh lena chahye k hum kesay apnay kam ko karty hain bus tab he hum koi kam kar sakty hain.
                            • #44 Collapse

                              Urdu zuban main id card verification nahi hoti aur reject ho jati hai. English main translate karna zaroori hai aur phir hum 2nd level verification karni parhti hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Agar ap chhaty hain kay ap apny urdu kay id card kay zarye verification ho to is kay liye ap ko phly is ki translation karwani pary gi jo ziada tar kacheri say ho jati hay us say behtar hay id card hi banwa lo englisg main ya samart card hi banwa lo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X