urdu zzuban main id card se verification ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    sir ab nahi chalta urdu phelay urdu nic c kam ho jata tha hum english mai nic chahiye hota hain verification k liye lazmi is k bagir aap urdu nic se nahi kar sakty verification aapko enlish mai convert kar wana hoga sir
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      urdu wala cnic nai chly ga ess k liy ap ko urdu waly card ki notry public sy translation krwa leni chahiy ess trh ap ki verification ho jay gi so that dont worry and try to learn forex trading because verification is not big issue you just need translation of cinc in english and bank statment for 2nd level verification.
      • #18 Collapse

        is liye humy chaye ky urdu id card ko english ma translate akrwa kar upload kary as tahra humare account varfiy ho ga.URDU walay id card say verification nahi hoti Hamain apnay urdu CNIC card ko english main translate karwana hota hay ya tow agar hamaray pas smart card hay
        • #19 Collapse

          i think k urdu nic say ap acount verfy insta kar sakte hay app apna sab se pehle nic ko urdu wlai ko scan krwa k color me paper p phot krwa lo print niklwa lo next notry public officer se trasaltion krwa k send kr do mazed info k lye ya clik kro http://masti4sindhi.blogspot.com/
          • #20 Collapse

            urdu card bhi chal jata hai q k wo usy translate karwa letay hain aur unho ne address verify krna hota hai is liye to id card demand krtay hain
            • #21 Collapse

              Brother pahlay insta forex main urdu cnic say verification ho jati thi laikn ab aisa nahi hay.ab sirf english card say hi verification hoti hay.ya ap apna urdu ka card notary walon say translate krwain to wo bhi accepetable hay.
              • #22 Collapse

                Nahi bro apkay pas agr urdu zaban mein id card hai to apko pehlay ussay naye tor pr translate karakay hi verify karwasaktay hai q k instaforex sirf english mein hi laysaktay hai
                • #23 Collapse

                  dear agar app k pass urdu ka id card hay hay to app es ki color photo copy kar k english me nechy name , father name or adress leky us k bad es app ki verification ho jaye gi app ki.
                  • #24 Collapse

                    sir phalay hamay urdu cnic say verify ho jata tha lakin ab hamay cnic englih ma translate krwana phta ha ha lakin phalay ho jata ha lakin ab zara masala krta ha phalay manay bhbi urdu cnic dia tha lakin mera account verify nai hoa tha uno nay reject krdia tha islay manay englidh cnic upload kia to tab hi verify hoa tha
                    • #25 Collapse

                      o janab g wase mera account ny tu bhai ny he verify karwa k kar diya hai mjy tu es k bhara ma kuch nai pata hai lakin ma a ko ye he bolo gai k a ana id card ko english ma translate kar lo.
                      • #26 Collapse

                        jitni meri knowledge hai aap k english me id card hona chaiye hai agr aap ka urdu me id card bna hua hai tou ghabrain mat aap uska english me translation krwalen wo accept hojaega aap k account k verification k lye aur agr ab bhi aap confuse hain tou aap kisi senior se opinion lelen is masle ka.
                        • #27 Collapse

                          Nahi Urdu walay id card say verification nahi hoti Hamain apnay urdu CNIC card ko english main translate karwana hota hay ya tow agar hamaray pas smart card hay tow wo already translate hota hay english main smart card say direct verification ho jati hai. Mere sath bhi yahi masla hua tha and I had to arrange a new card then
                          • #28 Collapse

                            apko urdu nic card english me translate kerwana hoga or uspr stamp bhi lgti he tbhi apka account banskega wrna apka account nhi bnega or apk bonus bhi waste hojayga.
                            • #29 Collapse

                              Brother insta forex account ko verified karney kay liye humein english mein nic ki zaroorat hoti hai phir hi hum insta forex ka account approved kar saktey hain ager hum urdu nic ko upload karein gain to hamara nic reject ho jaye ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                asal main yar hota essay hay kay usrd nic card se pehlay verfication ho jati thi lekin ab english nic card lazmi hai . isss liye verification kay liye english nic ka hona must hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X