Supports and Resistance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    market mai supply demand support and resistance yeh sare aik he cheez hai ap ko just in points ko identify kerna ana chaiye market mai taake app ko koi bhi masla nahi ho.forex trading mai support and resistance ke bina koi bhi trade nahi ker sakta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      isis chizon ko dykh kar kam karna hota hay kun kay humain market main agr success hasil karni hay to basic points ko mind main rakh kar kam karna ho ga ta kay humain achi eanring ho
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #18 Collapse

        My trading fellow support and resistance humery pass wo best areas hotiy hain jahan say humean achy price action signal milty hain jo k humean ache earning dity hain our ye trading ka basic tools hain
        • #19 Collapse

          Forex market main technical analysis main support aur resistance bahot important factors hain agar ap kisi bhi pair main technical analysis lety hain tou agar same pair main marker support ya resistance ko touch ker rehi hai tou ap opposite direction main trade open ker ky profit hasil ker sakty hain
          • #20 Collapse

            is say humain maloom hota hay jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kay kam karna ho ga kun kay isis ups and downs saay kam karna ho ga
            • #21 Collapse

              forex trading main humay support aur resistance kay darmyan trading karni chahiey agar hum esmain trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain sabar sya kam karna chaehiy
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: owon پيغام ديکھيے
                forex trading main humay support aur resistance kay darmyan trading karni chahiey agar hum esmain trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain sabar sya kam karna chaehiy
                ge han bhai hmein apne trading mein market ke support aur resistance ke level ko ache trah se smjhna hota he aur hm apne trading mein experience se kam krein aur apne trading mein shaih wqt mein apne order lagaya krein aur apne trading mein market ko ache trah se analysis krne se hm apne trading profitable krte hien
                • #23 Collapse

                  forex trading mn support and resistance k bary mn mujhy bilkul pta ni h. is term yani istlah ko koe expert forex trader he smjha skta h. ya fr hmen az khud he study krna chahye to yeh point wazeh ho skta h. yahi choty choty points he hoty hn jin ko achi trah sy smajh k hum forex trading mn kamyab ho skty hn
                  • #24 Collapse

                    mind ko focus kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur ye ak boht hi best buisness hai aur trade karny k liye hard work karni ho gi aur phar hi hum sucess hon gay ta k loss kam say kam ho saky ga
                    • #25 Collapse

                      G han support ka matlab yahee hy k market aik trend sy move karti hy aur jab wo aisa karti rehti hy tou usy kehty hain k market support kar rahe hy agar wo trend ko brake kar opposite chali jati hy tou usy resistance kehty hain aur jahan sy ye barke kartu hy us point ko resistance point kehty hain
                      • #26 Collapse

                        Sport our resistance levwl jo hoty hy ya bhot zeada achy hoty hy un or ham kam krty hybto ham ehsani sy trading kr sgty hy our acha profit bhi ly sgtybhy un pr ham o ehsani sy trade ki smjh ah jati hy
                        • #27 Collapse

                          support and resistance ko ham trading chart ma use karty ha is ko indicator be keh sakty ha lekin is ka istemal ham lines laga ka karty ha is se hamay market ka andaza hota ha ka ab market up ki taraf ja sakty ha ya phir down ki taraf a sakty ha and support and resistance trading ma bohat use full hotey ha
                          • #28 Collapse

                            Bhai mujhy to in donu ka ni pata q k main abi early stage py hn trading start b ni ki phr b acha hy jo ap log discuss krty ho
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: malikshakeel04 پيغام ديکھيے
                              Sab se phele ya batayi ke Supports and resistance kya hota hai?
                              Supports and resistance kese samjha jata hai?
                              akser trader kehte hain ke ya market ka bht strong Supports hai ager market is support point ko barack karti hai tu is point tak jaye gi ya is ka trend change ho jaye ga is baat se kya matlb hai aur kese samjhe ge
                              ager please koi Supports aur resistance point ko Picture ki help se samjhe ga tu bht mehabani ho gi and is main sab ka fida ho jaye ga
                              thank you in advance
                              Bahi jab market up jaa rahe hoti hai aur phir up ja kay 1 point pe ruk jaati hay. Aur chand din ya kuch ghanty kuch pips up down hoti rehti hai to us ko resistant kehty hain.us point pe sell karna chahey aur esi tarha jab trend down ho to esy point ko support kehty hain aur wahan pe buy karty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Supports and Resistance

                                hamain market main rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main support hoti hai is k baryy main learn kar k h trade karni ho gi ta k achi trade karein gay tab hi hum real main sucess h sakty hain it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X