Supports and Resistance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supports and Resistance
    Sab se phele ya batayi ke Supports and resistance kya hota hai?
    Supports and resistance kese samjha jata hai?
    akser trader kehte hain ke ya market ka bht strong Supports hai ager market is support point ko barack karti hai tu is point tak jaye gi ya is ka trend change ho jaye ga is baat se kya matlb hai aur kese samjhe ge
    ager please koi Supports aur resistance point ko Picture ki help se samjhe ga tu bht mehabani ho gi and is main sab ka fida ho jaye ga
    thank you in advance
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother market Main eek pivot point hotaa hai,usi say 6 Price nikaltay hain jo opar Walay price hotay hain wo Ressitance levels Kehlatay hain or nechay Walay 3 price support level kehlatay hain,abhi pic Attach nahin ho Rahi Warna main Ap ko pic k Sath Easily Samajhaa Saktaa thaa,Aap Mt4 main Market walay Tab Say Daily Support Or Or Ressistance levels wala indicator instal Kar lain Ap ko buhat Easily Samajh Aa jaye Ga
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      brother market main aik pivot point hota hai jis say different prices mikaltay hain jo oopar walay price hotay hain wo resistance level kehlatay hain or neechay walay prices wupport level hotay hain
      • #4 Collapse

        bhai apne baat to theak he kahe hai per mje is mai koi support nhe raha ha mje is mai loss ka he samna raha hai then mai abi learning he kar raha hu
        • #5 Collapse

          support and resistance 2 important option hain aur in kay bary main knowledge hona bhe important hay jis time market graph move kara hay aur price up jati hay aur phir aik dum market down main chali jati hay to is ko hum resistance point kehty hain aur jib market down say up main chali jati hay to is ko support point kehty hain
          • #6 Collapse

            Resistance is not just some random area where price turns around. There are potential sellers, traders who have sold a Forex currency pair once before and remember the collective power they had to push price lower. There are also buyers who went long at support and were disappointed that price did not go higher and will close their buy positions with sell orders at or just before price gets to the resistance ceiling.
            • #7 Collapse

              uper wale o ham resistance khte hain r neche wale ko ham sopurt level khte hain ye b ak bht acha indicator hai is se b ham kafi paise kama skte hin suport and resistance se b ham market ko jugj kar skte hain,,,,,,,,,,,,,,
              • #8 Collapse

                yar ye forex trading main esa tool hai k me ager is k fiday ap ko bata do to ap yaqeen karo kafi time lag jay me ap ko short alfaz main bata deta ho k ap ager support or resistence k bary main kuch sekh ly to ap 80 percent profit k chnces hai
                • #9 Collapse

                  After learning about trends pic k Sath Easily Samajhaal kehlatay hain or neechay walay daikh lena hachiye k ap kiyasupport ya resistance ka mujhy
                  • #10 Collapse

                    is se market ke analsis ke jate ha market me 2 line ko draw kya jata ha jis ka dermyan market ke movement ko zahr karta ha jab us ko cross kar jata ha to over trading hogata ha strong signal milta ha
                    • #11 Collapse

                      Brother support or resistance market reverse ke liye istemal hoti han for example market ek low banati han to os ke neche hum ek line draw kar dety han or jab market phr osi level per ati ha to hum wait karty han ke agr to market is level ko touch kar ke phr opper ki janib jati ha to hum buy kar dety han or agr is level ko cross kar deti han to hum sell laga dety han or isi tarha ap resistance ko bhi dekh sakty han.
                      • #12 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum sir jii support aur resisitance ye her market pair key do levels hotey hen jin ko lower level aur uper level be kehtey hen aur ye kabhi strong levels hotey hen aur kabhi weak aur market ki move in ki base per he hoti hey.
                        • #13 Collapse

                          sir jab market aik aysa andaz zarhi kary kay 1.23000 say nichay na jaay or 1.30000 say up na ho rahi or or iss kay darmiyan may hi kaam karti rahay to nichay ko support or oo par walay ko resistance kahtay hane ab iss kay dar miyan may aap jo trading karo gay to saara ka sara profit ho ga.
                          Click image for larger version

Name:	support.png
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12317251
                          • #14 Collapse

                            Sir apko sab say pehlay to is may apne apko sapooor deni chahiey kay ap is may kamaybi hasil ker sakay us kay baad ap log is may kuch hasil ker sakya hin wena nahi is jab ap ko kisi jaga par loss nazer aye ap log wahan par resistace kare wasiay hi kaam na kertay jaye thank u
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear market continue nahi rehti hai blky risistn and support leti hai ye aik acha buiness hai is ko samjh k kiajta hai ye aik big buines shai si ko bhaut ys loog kr rahy hain ye aik acha buines hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X