dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

    G Bilkul Brother Humain Koi Bhi Kaam Shuru krty Waqt Apny Demagh Ko Hazir Rakhna Chahiye taky hum us kaam sy Acha Faida utha Sakain Or Acha Profit Hasil kar Sakain Agr Hum is Business say Acha Profit Hasil Krna Chahty hain to humain is Business mein dill laga Kar kaam Karna parega Taky Hum is Business say achi Earning kar Sakain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

      forex market men hum ne physically koi kam ni krna hota its all about mind game...agar ap ka mind he relax or normal condition mne na ho to no doubt kamyabi ka sochna b galat hai
      • #18 Collapse

        Re: dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

        you are right k damag ka hazir hona bohat he zarori hai kion k agar ham hazir damagi say kam nahe lain gay tu ham achay faislay nahe kar payein gay es liye dear fellow hamein chahye k ham forex market main apna waqt zaya na karein or soch samaj k trading karein ,agar fresh na hon tu trade nahe karni chahye
        • #19 Collapse

          Re: dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

          Apki bat bilkul drust hai trading k doran dimagh ka hazir hona zaruri hai. Agar ap upset hain ya kisi pareshani ka shikar hain to behtar ye hai k ap market men enter na hon aur relax ho kar phir trading karen. Agar pareshani ki surat men trading karen gay to loss ho sakta hai.
          • #20 Collapse

            Re: dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

            G haan achay dealer hmaesha marketplace ka analysis krtay hain aur dimgh ko hazir rakh ok change lgatay hain ic leay uski exchange aksar kamyab rehti ha. Agr daikha jaye to blind buying and selling ka faida nai us essential waqti faida ho skta ha lekin long time buying and selling foremost us okay loss ziyada hotay hain. buying and selling primary jb live marketplace chal rahi hoti ha to us predominant sell ya buy ki entry talsh krni parti ha aisa nai ok har time alternate faida deti ha poray din principal ho skta ha three ya four aisay moment atay hain jb buying and selling signal milta ha aur un moments principal trading bahut beneficial hoti ha so professional trdaer in moments ka wait krtay hain aur phir exchange lgatay hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: dimagh ka hazir hona bht zaroori hai

              Bhai ap thik keh raha hain k ager koi bhi kam ap ker rahy ho ager ap ka damgh hazer nai ha tu ap ko as ka kuch fida nai ho ga balky ap ko loss ho ga. Forex trading mai hazer damaghi bahut zaroori ha ap ko full attention main trading kerni ho gi jis sy ap ko profit ho ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X