Forex trading ma 95% logo ko loss kyun hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    knowledge or lack of practice and experience failure ka sabab bantay hain. So all anay walay new traders ko chaheay k wo Forex trading start karnay se pehlay complete study karen. Even chotay se chotay point ko b achi tara understand karen or Demo account pe apni skills ko improve Karen kdjlja
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bhai jahan forex aik bohat profitable business hai wahan is business me bohat los b hai isi liye ziada log los ka shikaar ho jaty hain . isi iye is business me humeinbohat ziada learnig ki or practic ki zarorat hoti hai
      • #183 Collapse

        95% logo ko loss is waja say he hota hai k hum kesay kam ko karna hai aur kesay is ko samjhna hai jb tak hum is ko samjhe gay nahi hum kam ko nahi kar pae gay.
        • #184 Collapse

          forex may ziada tar logo ki loss ki waja bohat sari hain. forex ko as a fun consider kerty hain emotional trading kerty hain jub k market emotions per nahe chalti. investment kam hoti hai lot bari dalty hain. news aur data ko nahe dekhty bus open kerty hain account aur trade dal the in this case hamaisha loss he hota hai
          • #185 Collapse

            BRother 95 % log is liye forex trading me loss kar letay hain ek to unhay jaldi bhot kuch hasel kar lenay ka shoq hota hai wo jaldi ek bari manzel par ponchnay ki jaldi hoti hai jis ki waja se wo loss kartay rehtay hain bs yahi waja hoti hai .
            • #186 Collapse

              lalach ki waja se q k log jb is main kam krty hain aur un ko profit hota hai to lazmi baat hai k insaan lalchi hai aur insaan ka dil krta hai k aur paisa bny laikin asa krna har aik ko mehnga hi parta hai is liye trade kry laikin lalach na kry kbi bhi
              • #187 Collapse

                salam member main aap se yeh poochungi ke aj kal ke zamane mein kitne percent log hain jin mein aap sabar dekh sakte hain ? woh bhi 90 ya 95% he hongay issi liye jub aisay he loh itni he taadaad mein forex par hongay to loss khud he hona hai woh log sabar karte nahi hain juld baazi mein trading karte hain aur loss hota hai to phir khud he pachtatay hain
                • #188 Collapse

                  Forex trading me zayada taar logo ko loss ki ki apni galti ki waja se hota ha or sb se bari galti un ki lalach ha, yah per log ate hen passe banae ka liye but itazar nahi kar sakte, unhe bohat jaldi hoti profit hasil karne ki, but is business me app ko thora wait karna parhta ha sahi time ka liye, thande dimagh se kam len ge tu loss nahi ho ga
                  • #189 Collapse

                    salam.... dear acha question kiya hai ap ne forex ma loss ki waja zayda se zayda knowledge ki kami hai trading k lie jitna b experience ho skills ho kaam hai trading k lie 1st learning kary zayda se zayda skills improve kary
                    • #190 Collapse

                      well my dear forex pay 95% logo ko is lieyh loss hota hai kun ka own ka pas trading ki skills nhee hote wo log jalid bazi kart hain experience nhee hota owmn ka pas wp apni mistakes sa loss kaert hain
                      • #191 Collapse

                        Forex ek best business haiaur real bhihai is saminakm krna bhi asan hai but is smain kafi logo ko loss hota haiq k is smain wo forex ko sekhty nhihai aur trade shuru kr dety hai.
                        Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                        For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                        • #192 Collapse

                          actually forex trading main 95% log aisey hain jo without knoweldge and experience k is main enter ho jatey hain aur phir is main greedy bantey hain jiski wjha se unhen is business main loss hi hota hey.
                          • #193 Collapse

                            g bai aik buhat hi acha question hy forex m 95 % logo ko looss is waja sy hota hy q k aik to wo new bee hoty hy dosara un ka experience nahi hotra aur wo itni is kaam ki maloomat b nahi rakhty
                            • #194 Collapse

                              janab forex men success hasil karna mushkil he, kion hum log lalich karne lag jate hen, i thin agar hum log take profit or stop loss use karen to hum ko loss hone ky kam chance hen..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                nahe nahe bhai itni bhe high percentage nahe hey kah 95 percent logon ko loss nahe hota hey 60 to 70 percent traders ko loss hota hey q kah forex trading may ais leay ziada logon ko loss hota hey q kah un kay pass forex trading ka experience knwoledge or information or skills nahe hotay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X