Forex trading ma 95% logo ko loss kyun hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    dear forex me traders ko loss is liya hota hai kyu ke bhut se traders ke pass trading ke bare me knowledge nai hota hai na un ka koi expriance hota hai jis ki waja se market ko samjh nai pate hai or loss ho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      this is true Forex is 95% losers and 5% people has been gainer . i thing that 95% people emotional trader they donot about the technical side because they are loser and 5% people has technical trader than he is gainer
      • #138 Collapse

        loss k sat pporfit bhi hota hai aur lossapni marzi se hota hai, jo shaks profit kr k eary ho jata hai, wploss bhi earn karta hai phir.its bcuz of over confiednce and greed. hamein greed nahi karni chahiye na tou over confident hona chiye k ham loss le lein
        • #139 Collapse

          forex trading me 95% logon ko loss is liye hota hai k wo forex trading ko casual lete hain!!!hardworking nahi krte hain or learning bhi nahi krte hain!!is liye trading me loss hota hai!!!
          • #140 Collapse

            g bhai jaan forex market may bhai jaan 95 log lose kartay hai bha jaan is may ko shak ki baat nahi hai learning nahi kartay
            • #141 Collapse

              Brother, forex k buisness mein bohat sarey log aek achi kamyabi hasel kar rahe hen aur kamyab ho rahe hen is liye mera nai khayal k itne zayada log is buisness mein nakam ho rahe hen
              • #142 Collapse

                well I think is ki main reason lack of knowledge and experience hai or isky ilawa jo log demo account pe practice nae karty and direct real account operate karna start kar dety hain unko b success nae hoti iss business mein and shortcuts ko b avoide karna chaihay
                • #143 Collapse

                  listen brother according to my knowledge forex business men new trader ko loss unki apni mistakes ki wajah se hota he, because new traders zeyda tar bager sekhe thori se demo practice kar ke live account per trading start karte hen, and without market analysis ke trade karna and low equity ke hote howe big lot ki trade karne se zeyda tar new trader ko loss hota he.
                  • #144 Collapse

                    ge ha is a ham ko lss he hota ha sab ka liy ha forex ak achbusiness ha sab ko is ma boht pisa kamn ha to is ka liy ap ko is ka demo account ma traing karn ho ge
                    • #145 Collapse

                      forex me jo log khood loss karte hay wo samjhte hay k 98% log aur bhi loss hote ho ge bhi me ap ko bata do forex hard working hay forex me loss bhi hota hay aur profit bhi profit itna ho ta hay k app ke soch se bhizida aur aisa koe business ya karobar nahi jitna forex me profit ho ye real busienss hay ap pehle sikho lern kro phri start kro forex trade
                      • #146 Collapse

                        Loss karne walay trader main 3 tarhan kay traders hen ,
                        (1) aisi new beginner jo forex trading ko proper learn kiye bagair he start kar dete hen.
                        (2) wo traders jo proper learn karne kay baad main dar kar or confidence kay sath trade nahi kar patay.
                        (3) patience ye bhot common cheez hai jo har trader main hoti hai is ko control karna seekh jaen.
                        • #147 Collapse

                          ha mera bhi abhi tak ka yahi experience hai kiforex me bahut sare log ki loss hihota hai aur iski bahut hi badiwajah hiti hai grred aur greed ki wajah se hi aapko forex me bnahutbsra loss jota hai isliye apako kahbi bhi foremx ekgreed nahi karana hai jitana bhi kam profit kyu na ho aappko jyada profit ka lalach nahi karaba hai to apko loss nahihota hai
                          • #148 Collapse

                            yahan per on log ziyada ter loss hota hey jin ko apney oper itna bharosa hota hey key wo samajtey hen k hum market ko dekhey bager hi profit hasil ker len gey lakin ye ghalat hey is main humesha on logon ko nuqsaan yani loss hi howa hey is ley on ko chaye jald bazi ko chor ker market ki radey eamal per nazar rakhen
                            • #149 Collapse

                              forex aik mind ka gaim hai magar logo nay isay boht asaan sa kaam samjh rakha hai is kaam ko jub tak seekha naa jaye aur khoob practice na ki jaye tub tak ye kam koi bhi nai kar sakta isi liye 95% logo ko loss hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                I am not agree with you because in the Forex is not 98% lossing.yes forex main success.i think that is not a very very difficult think to be a success trader in forex trading and i think that it is a good business.anyone can do Forex trading.many many people can do Forex trading,so i like.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X